BollywoodTarane

    Download Jata Hoon Main song

    Daadi Maa 1966

    Free Jata Hoon Main mp3 song

    We presents for now Jata Hoon Main mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Jata Hoon Main
    Artist : Mohammad Rafi
    Save As
    Jata Hoon Main Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Jata Hoon Main
    Song Lyrics Movie = Daadi Maa
    Singers = Mohammed Rafi
    Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
    Music Composer = Roshanlal Nagrath (Roshan)
    Director = L.V. Prasad
    Music Label = Saregama
    Starring = Ashok Kumar, Bina Roy, Rehman, Tanuja, Mumtaz, Shashikala, Durga Khote, Mehmood

    mp3 songs

    Jaata hoon main mujhe ab na bulana
    Meri yaad bhi apne dil me na lana
    Mera hai kya meri manzil na koi thikana
    Jaata hoon main

    Pyasa tha bachapan jawani bhi meri pyasi
    Pichhe ghamo ki gali aage udasi
    Pyasa tha bachapan jawani bhi meri pyasi
    Pichhe ghamo ki gali aage udasi

    Ho mai tanhayi ka rahi koi apna na begana
    Mujhe ab na bulana
    Meri yaad bhi apne dil me na lana
    Mera hai kya meri manzil na koi thikana

    Mujhko hansi bhi mili saye liye dukh ke
    Khul ke na roya kisi kandhe pe jhuk ke
    Mujhko hansi bhi mili saye liye dukh ke
    Khul ke na roya kisi kandhe pe jhuk ke
    Ho mera jiwan bhi kya hai
    Adhura sa ek afasana
    Mujhe ab na bulana
    Meri yaad bhi apne dil me na lana
    Mera hai kya meri manzil na koi thikana
    Jaata hoon main

    Tha pyar ka ik diya wo bhi bujha dala
    Dhundhala sa bhi kahi kyu ho ujala
    Tha pyar ka ik diya wo bhi bujha dala
    Dhundhala sa bhi kahi kyu ho ujala
    Ho ab un yaado se kah do
    Meri duniya me na aana
    Mujhe ab na bulana
    Meri yaad bhi apne dil me na lana
    Mera hai kya meri manzil na koi thikana.


    Posted by Priyanka Shukla
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Jata Hoon Main mp3 song, Jata Hoon Main lyrics, Jata Hoon Main Lyrics, Lyrics Jata Hoon Main, Jata Hoon Main hindi lyrics, Jata Hoon Main hindi movie songs, Jata Hoon Main bollywood songs, Jata Hoon Main bollywood songs lyrics Download Jata Hoon Main mp3 song