BollywoodTarane

    Download Jane Kya Ho Jaye song

    Aaina 1974

    Free Jane Kya Ho Jaye mp3 song

    We presents for now Jane Kya Ho Jaye mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Jane Kya Ho Jaye
    Artist : Lata Mangeshkar
    Save As
    Jane Kya Ho Jaye Song Lyrics
    Song Title = Jane Kya Ho Jaye
    Movie/album = Aaina (1977)
    Singers = Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
    Song Lyricists = Jan Nisar Akhtar
    Music Director = Naushad Ali
    Director = K. Balachander

    Mp3 Song Lyrics

    Jaane kya ho jaaye
    Jab dil se dil takraaye
    Sach hai pehle pehle lagta hai dar ho o o
    Pehle dil ghabraaye
    Phir aisa jaadoo chhaaye
    Dil ko reh naa jaaye
    Dil ki khabar ho o o
    Jaane kya ho jaaye
    Jab dil se dil takraaye
    Sach hai pehle pehle lagta hai dar ho o o
    Jaane kya ho jaaye

    Chhalke badan se kaliyaan gulaab ki
    Koi misaal kyaa,
    Tere shabaab ki
    Paayega kyaa tu
    Har bhed khol ke
    Aankhon se aap ke
    Nazron mein tol ke
    Chhalke badan se kaliyaan gulaab ki
    Koi misaal kyaa
    Tere shabaab ki
    Paayega kyaa tu
    Har bhed khol ke
    Aankhon se naap ke
    Nazron mein tolke
    Jaane kya ho jaaye
    Jab dil se dil takraaye
    Sach hai pehle pehle
    Lagta hai dar ho o o
    Jaane kya ho jaaye

    Nazrein milaake
    Chaahe tu jhoom le
    Zulfon ko bhool jaa
    Khushboo ko chhoom le
    Mehke jawaani baahon ke haar mein
    Reh jaaye hosh kyun
    Chadti bahaar mein
    Nazrein milaake chaahe tu jhoom le
    Zulfon ko bhool jaa
    Khushboo ko chhoom le
    Mehke jawaani baahon ke haar mein
    Reh jaaye hosh kyun
    Chadhti bahaar mein
    Pehle dil ghabraaye
    Phir aisa jaadoo chhaaye
    Dil ko reh naa jaaye
    Dil ki khabar ho o o
    Jaane kya ho jaaye
    Jab dil se dil takraaye
    Sach hai pehle pehle
    Lagta hai dar ho o o
    Jaane kya ho jaaye.

    Posted by  : {Anju Verma}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Jane Kya Ho Jaye mp3 song, Jane Kya Ho Jaye lyrics, Jane Kya Ho Jaye Lyrics, Lyrics Jane Kya Ho Jaye, Jane Kya Ho Jaye hindi lyrics, Jane Kya Ho Jaye hindi movie songs, Jane Kya Ho Jaye bollywood songs, Jane Kya Ho Jaye bollywood songs lyrics Download Jane Kya Ho Jaye mp3 song