BollywoodTarane

    Download Jane Kya Dhoondta song

    Sur 2002

    Free Jane Kya Dhoondta mp3 song

    We presents for now Jane Kya Dhoondta mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Jane Kya Dhoondta
    Artist : Lucky Ali
    Save As
    Jane Kya Dhoondta Song Lyrics
    Song Title = Jane Kya Dhoondta
    Movie/album =Sur (2002)
    Singers = Lucky Ali
    Song Lyricists = Muqtida Hasan Nida Fazli
    Music Director = M. M. Keeravani
    Director = Tanuja Chandra

    Mp3 Song Lyrics

    ((Jaane kya dhoondta hai ye mera dil
    Tujhko kya chaahiye zindagi
    Jaane kya dhoondta hai ye mera dil
    Tujhko kya chaahiye zindagi
    Raaste hi raaste hain kaisa hai yeh safar
    Dhoondti hain jisko nazrein jaane hai voh kidhar
    Jaane kya dhoondta hai ye mera dil
    Tujhko kya chaahiye zindagi
    Jaane kya dhoondta hai ye mera dil
    Tujhko kya chaahiye zindagi

    Bechehra sa koi sapna hai voh
    Kahin nahin hai phir bhi apna hai voh
    Aise mere andar shaamil hai voh
    Main hoon behta dariya saahil hai voh
    Hai kahan voh voh kidhar hai raaste kuch to bata
    Kaun sa uska nagar hai rehguzar kuch to bata
    Dhoondti hain jisko nazrein jaane hai voh kidhar
    Jaane kya dhoondta hai ye mera dil
    Tujhko kya chaahiye zindagi
    Jaane kya dhoondta hai ye mera dil
    Tujhko kya chaahiye zindagi

    Soona sa hai mandir moorat nahin
    Khaali hai aaina soorat nahin
    Jeene ka jeevan mein kaaran to ho
    Maheke kaise kaliyaan gulshan to ho
    Shamma hai jo mujh mein roshan voh viraasat kisko doon
    Door tak koi nahin hai apni chaahat kisko doon
    Dhoondti hain jisko nazrein jaane hai voh kidhar
    Jaane kya dhoondta hai ye mera dil
    Tujhko kya chaahiye zindagi
    Jaane kya dhoondta hai ye mera dil
    Tujhko kya chaahiye zindagi...))

    Posted by : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Jane Kya Dhoondta mp3 song, Jane Kya Dhoondta lyrics, Jane Kya Dhoondta Lyrics, Lyrics Jane Kya Dhoondta, Jane Kya Dhoondta hindi lyrics, Jane Kya Dhoondta hindi movie songs, Jane Kya Dhoondta bollywood songs, Jane Kya Dhoondta bollywood songs lyrics Download Jane Kya Dhoondta mp3 song