BollywoodTarane

    Download Jami Ke Phool Ho Ya song

    Eight Stages Of Love 2006

    Free Jami Ke Phool Ho Ya mp3 song

    We presents for now Jami Ke Phool Ho Ya mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Jami Ke Phool Ho Ya
    Artist : Babul Supriyo
    Save As
    Jami Ke Phool Ho Ya Song Lyrics
    Song Lyrics : Jamin Ka Phul Ho Ya Hur Aasman Kee Ho
    Song Lyrics Movie or Album: Eight Stages Of Love (2006)
    Singers : Babul Supriyo, Kavita Krishnamurthy
    Song Lyricists : Javed Akhtar
    Music Composer : Shivkumar Sharma
    Music Label : Saregama


    Lyrics


    koyee kisiko kyon achha lagta hain
    koyee kisiko dekh kar kyon apne hosh kho deta hain
    kisiki hairan aankhe ek hasin chehre ko dekhtee hain
    aur dil me anginat masum sawal karwate badalne lagte hain

    jamin ka phul ho ya hur aasman kee ho
    la la la la la la la..... hmm hmm hmm.......
    jamin ka phul ho ya hur aasman kee ho - (2)
    mai sochata hu ke tum kaun ho kaha kee ho
    jamin ka phul ho ya hur aasman kee ho

    yeh jism git hain khushbu hain ya hain dip jala
    yeh julf rat hain badal hain ya hain koyee bala
    yeh aankhe jadu hain jhile hain ya ke paimana
    yeh chehra khwab hains sach hain ya koyee afasana
    woh des kitna hasin hoga tum jahan kee ho
    mai sochata hu ke tum kaun ho kaha kee ho
    jamin ka phul ho

    tumhare layje me shishe khanakte hain jaise
    tumhare chhune se pathhar pighalte hain jaise
    kiran see phutti hain tum jo muskuratee ho
    najare gate hain tum jo najar uthatee ho
    yaha kee ho ya kisee aur kehkasha kee ho
    (mai sochata hu ke tum kaun ho kaha kee ho
    jamin ka phul ho ya hur aasman kee ho) - (2)
    la la la la la la la..... hmm hmm hmm.......
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Jami Ke Phool Ho Ya mp3 song, Jami Ke Phool Ho Ya lyrics, Jami Ke Phool Ho Ya Lyrics, Lyrics Jami Ke Phool Ho Ya, Jami Ke Phool Ho Ya hindi lyrics, Jami Ke Phool Ho Ya hindi movie songs, Jami Ke Phool Ho Ya bollywood songs, Jami Ke Phool Ho Ya bollywood songs lyrics Download Jami Ke Phool Ho Ya mp3 song