BollywoodTarane

    Download Jahaan Tu Hai Wahaan song

    Aao Pyar Karen 1964

    Free Jahaan Tu Hai Wahaan mp3 song

    We presents for now Jahaan Tu Hai Wahaan mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Jahaan Tu Hai Wahaan
    Artist : Mohammad Rafi
    Save As
    Jahaan Tu Hai Wahaan Song Lyrics
       Song Title = Jahaan Tu Hai Wahaan
    Movie/album = Aao Pyaar Karen (1964)
    Singers = Mohammed Rafi
    Song Lyricists = Rajendra Krishan
    Music Director = Usha Khanna
    Director = R.K. Nayyar

    Mp3 Songs Lyrics

    Bahaar-e-husn teri,
    Mausam-e-shabaab teraa
    Kahaan se dhoonndh ke laaye
    Koyi jawaab teraa
    Ye subah bhi tere
    Rukhsaar ki jhalak hi to hai
    Ke naam leke nikaltaa hai
    Aaftaab teraa
    Aa aa aa

    Jahaan tu hai wahaan phir
    Chaandni ko kaun poochhegaa
    Jahaan tu hai wahaan phir
    Chaandni ko kaun poochhegaa
    Teraa dar ho to jannat ki gali ko kaun poochhegaa
    Jahaan tu hai wahaan phir
    Chaandni ko kaun poochhegaa
    Jahaan tu hai

    Kali ho haath mein le kar
    Bahaaron ko na sharmaanaa
    Kali ho haath mein le kar
    Bahaaron ko na sharmaanaa
    Zamaanaa tujhko dekhegaa
    Kali ko kaun poochhegaa
    Jahaan tu hai wahaan phir
    Chaandni ko kaun poochhegaa
    Jahaan tu hai

    Farishton ko pataa denaa
    Na apni rehguzaaron kaa
    Farishton ko pataa denaa
    Na apni rehguzaaron kaa
    Wo qaafir ho gaye to
    Bandagi ko kaun poochhegaa
    Jahaan tu hai wahaan phir
    Chaandni ko kaun poochhegaa
    Jahaan tu hai

    Kisi ko muskuraa ke
    Khoobsoorat maut naa denaa
    Kisi ko muskuraa ke
    Khoobsoorat maut naa denaa
    Qasam hai zindagi ki
    Zindagi ko kaun poochhegaa
    Jahaan tu hai wahaan phir
    Chaandni ko kaun poochhegaa
    Jahaan tu hai wahaan phir
    Chaandni ko kaun poochhegaa
    Tera dar ho to jannat ki gali ko kaun poochhegaa
    Jahaan tu hai wahaan phir
    Chaandni ko kaun poochhegaa
    Jahaan tu hai..

    Posted By : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Jahaan Tu Hai Wahaan mp3 song, Jahaan Tu Hai Wahaan lyrics, Jahaan Tu Hai Wahaan Lyrics, Lyrics Jahaan Tu Hai Wahaan, Jahaan Tu Hai Wahaan hindi lyrics, Jahaan Tu Hai Wahaan hindi movie songs, Jahaan Tu Hai Wahaan bollywood songs, Jahaan Tu Hai Wahaan bollywood songs lyrics Download Jahaan Tu Hai Wahaan mp3 song