BollywoodTarane

    Download Jab bhi ye dil song

    Seema 1971

    Free Jab bhi ye dil mp3 song

    We presents for now Jab bhi ye dil mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Jab bhi ye dil
    Artist : Mohammad Rafi
    Save As
    Jab bhi ye dil Song Lyrics
    Song Title = Jab Bhi Yeh Dil Udaas
    Movie/album = Seema (1971)
    Singers = Mohammed Rafi, Sharda Rajan Iyengar
    Song Lyricists = Verma Malik
    Music Director = Jaikishan Dayabhai Panchal,
    Shankar Singh Raghuvanshi
    Director = Surendra Mohan

    Mp3 Songs Lyrics

    ((Jab bhi ye dil udas hota hai
    Jane kon aas pas hota hai
    Jab bhi ye dil udas hota hai
    Jane kon aas pas hota hai
    Jab bhi ye dil udas hota hai

    Honth chup chap bolte ho jab
    Sans kuch tez tez chalti ho
    Aankhe jab de rahi ho aawaze
    Thandi aaho me sans jalati ho
    Thandi aaho me sans jalati ho
    Jab bhi ye dil udas hota hai
    Jane kon aas pas hota hai
    Jab bhi ye dil udas hota hai

    Aankho me tairati hai tasvire
    Tera chehara tera khayal liye
    Aaina dekhta hai jab mujhko
    Ek masum sa sawal liye
    Ek masum sa sawal liye
    Jab bhi ye dil udas hota hai
    Jane kon aas pas hota hai
    Jab bhi ye dil udas hota hai

    Koi wada nahi kiya lekin
    Kyu tera intezar rahta hai
    Bewajah jab karar mil jaye
    Dil bada bekarar rahta hai
    Dil bada bekarar rahta hai
    Jab bhi ye dil udas hota hai
    Jane kon aas pas hota hai
    Jab bhi ye dil udas hota hai
    Jane kon aas pas hota hai
    Jab bhi ye dil udas hota hai...))

    Posted by : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Jab bhi ye dil mp3 song, Jab bhi ye dil lyrics, Jab bhi ye dil Lyrics, Lyrics Jab bhi ye dil, Jab bhi ye dil hindi lyrics, Jab bhi ye dil hindi movie songs, Jab bhi ye dil bollywood songs, Jab bhi ye dil bollywood songs lyrics Download Jab bhi ye dil mp3 song