BollywoodTarane

    Download Jab Tak Maine Samjha song

    Bheegi Palken 1982

    Free Jab Tak Maine Samjha mp3 song

    We presents for now Jab Tak Maine Samjha mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Jab Tak Maine Samjha
    Artist : Kishor Kumar
    Save As
    Jab Tak Maine Samjha Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Jab Tak Maine Samjha
    Song Lyrics Movie : Bheegi Palken (1982)
    Singer : Kishore Kumar        
    Music By : Jugal Kishore, Tilak Raj    
    Lyricist : M G Hashmat


    mp3 songs


    jab tak maine samjha jivan kya hai
    jivan bit gaya jivan bit gaya
    jab tak maine samjha jivan kya hai
    jivan bit gaya jivan bit gaya...

    khushiyo ke har phul se maine gam ka haar piroya
    pyar tamana thi jivan ki pyar ko pake khoya
    apno se khud todke nata
    apnepan ko roya apnepan ko roya
    jab tak maine samjha apna kya hai
    sapna tut gaya sapna tut gaya 
    jab tak maine samjha jivan kya hai
    jivan bit gaya jivan bit gaya..

    jivan ke kis mod pe aake dur huye wo dil se
    aandhi samay ki uda ke le gayi mere nashe man ke tinke
    waade karke pyar wafa ke
    bichhade saathi milke bichhade saathi milke
    jab tak maine samjha saath kya hai
    saathi chhut gaya saathi chhut gaya
    jab tak maine samjha jivan kya hai
    jivan bit gaya jivan bit gaya..

    tute rishte yaad me unki kyun bheegi hai palke
    tute rishte yaad me unki kyun bheegi hai palke
    bikhre bikhre dil ke tukde unki khatir tadape
    pyasi aankhe pi jaye aansu
    aankho se na chalke aankho se na chalke
    jab tak maine samjha aansu kya hai
    daman bheeg gaya daman bheeg gaya
    jab tak maine samjha jivan kya hai
    jivan bit gaya jivan bit gaya.....


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Jab Tak Maine Samjha mp3 song, Jab Tak Maine Samjha lyrics, Jab Tak Maine Samjha Lyrics, Lyrics Jab Tak Maine Samjha, Jab Tak Maine Samjha hindi lyrics, Jab Tak Maine Samjha hindi movie songs, Jab Tak Maine Samjha bollywood songs, Jab Tak Maine Samjha bollywood songs lyrics Download Jab Tak Maine Samjha mp3 song