BollywoodTarane

    Download Jaane Kyun Tanha Ho Gaye song

    Bhram 2008

    Free Jaane Kyun Tanha Ho Gaye mp3 song

    We presents for now Jaane Kyun Tanha Ho Gaye mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Jaane Kyun Tanha Ho Gaye
    Artist : Sonu Nigam
    Save As
    Jaane Kyun Tanha Ho Gaye Song Lyrics
    Song Lyrics : Jaane Kyun Tanha Ho Gaye
    Song Lyrics Movie or Album: Bhram
    Singer(s): Sonu Nigam
    Music Director(s): Pritam, Siddharth Suhas
    Lyricist(s): Irshad

    Lyrics

    (jaane kyun tanha ho gaye, sapne kho gaye, jaane kyun
    huye hai woh khafa, begane bewafa
    jaane kyun saare woh chaahato ke pal kho gaye, jane kyun) - (2)
    dheere dheere sara jag ye begaana, dil ka fasaana anjaana sa lage
    dheere dheere koyi apna hai rutha, dil bhi yeh tuta
    rishta bhi jhuta sa lage..... jaane kyun

    haan maana tha saaya apna jise, usine sikhaaya hai hame jalna
    kyun aise sheeshe ki tarah se tuta hai aankhon me hi mera sapna
    dheere dheere mere sapne suhaane ho ke deewaane kaise thikaane ja lage
    dheere dheere koyi apna hai rutha, dil bhi yeh tuta
    rishta bhi jhuta sa lage.....
    jaane kyun tanha ho gaye, sapne kho gaye, jaane kyun
    huye hai woh khafa, begane bewafa
    jaane kyun saare woh chaahato ke pal kho gaye, jane kyun

    inn baarishon mein aaja bheege yeh dil
    dekhe na koyi aansu jo hai behte
    haan aankhon me thodi khushiya chhupake thode ghum bhi hai rehte
    dheere dheere mile baarishon ka paani
    akhiyon ka paani tab ki kahani na lage
    dheere dheere koyi apna hai rutha, dil bhi yeh tuta
    rishta bhi jhuta sa lage......
    (jaane kyun tanha ho gaye, sapne kho gaye
    jaane kyun, huye hai woh khafa, begane bewafa
    jaane kyun saare woh chaahato ke pal kho gaye, jane kyun....) - (2)
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Jaane Kyun Tanha Ho Gaye mp3 song, Jaane Kyun Tanha Ho Gaye lyrics, Jaane Kyun Tanha Ho Gaye Lyrics, Lyrics Jaane Kyun Tanha Ho Gaye, Jaane Kyun Tanha Ho Gaye hindi lyrics, Jaane Kyun Tanha Ho Gaye hindi movie songs, Jaane Kyun Tanha Ho Gaye bollywood songs, Jaane Kyun Tanha Ho Gaye bollywood songs lyrics Download Jaane Kyun Tanha Ho Gaye mp3 song