BollywoodTarane

    Download Ishq Mein Hum To song

    Farishta Ya Qaatil 1977

    Free Ishq Mein Hum To mp3 song

    We presents for now Ishq Mein Hum To mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Ishq Mein Hum To
    Artist : Mohammad Rafi
    Save As
    Ishq Mein Hum To Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Ishq Mein Hum To
    Song Lyrics Movie = Farishta Ya Qatil (1977)
    Singers = Anuradha Paudwal, Kishore Kumar, Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar
    Song Lyricists = Anjaan
    Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
    Director = S. M. Abbas
    Music Label = Saregama
    Starring = Shashi Kapoor, Rekha


    mp3 songs


    Ishq me hum to, ishq me hum to
    Jaan se guzar jayenge
    Ishq me hum to
    Jaan se guzar jayenge
    Maut aani hai, maut aani hai
    Aayengi mar jayenge, mar jayenge
    Kahna aasan hai o kahna aasan hai
    Lekin na ker payenge, ha ji ker payege
    Maut aaye najar to mukar jayenge
    Mukar jayenge

    Sirf kahte nahi hum ye ker jayenge
    Sirf kahte nahi hum ye ker jayenge
    Waqt aaya to mar ke bhi dikhlayenge
    Waqt aaya to mar ke bhi dikhlayenge
    Dikhlayenge, dikhlayenge
    Ishq me hum to, ishq me hum to
    Jaan se guzar jayenge
    Ha guzar jayenge
    Maut aani aayengi
    Mar jayenge, mar jayenge

    Pyar ki raah se modd lo ye kadam
    Pyar ki raah se modd lo ye kadam
    Jaan ker jaan dene se kya fayada
    Pyar ki raah me lut ke dekhe koi
    Pyar ki raah me lut ke dekhe koi
    Jaan ker jaan dene me kya hai maja
    Jaan ker jaan dene me kya hai maja
    Kya hai maja
    Kisi pe mar ke dekho
    Aanhe bar ke dekho
    Mohabbat kya hoti hai
    Mohabbaat ker ke dekho
    Wafa pe marne wale
    Nahi hum darne wale
    Qayamat ker jate hai
    Mohabbat kerne wale
    Aah wafa pe marne wale
    Marte aaye marte jayenge
    Khwab sare ye ha khwab sare ye
    Ek din bikhar jayenge
    Maut aaye to najar mukar jayenge
    Mukar jayenge
    Maut aani hai, maut aani hai
    Aayengi mar jayenge, mar jayenge

    Teri najaro ka ye jaam jisne piya
    Teri najaro ka ye jaam jisne piya
    Umar bhar hosh me fir na vo aayega
    Ek nasha ek janun ek dhokha hai ye
    Ek nasha ek janun ek dhokha hai ye
    Ye nasha char din me utar jayega
    Ye nasha char din me utar jayega
    Utar jayega
    Bada rangeen nasha hai
    Jo dil ko tumne diya hai
    Ye aag laga ke dil me bada ehsan kiya hai
    Mohabbat ki barbadi, to hai dil abadi
    Hume lutne ka dar kya
    Humne to jaan luta di
    Thadap ker marna hoga
    Jeete ji to mil na payenge
    Mar gaye hum to, mar gaye hum to
    Mar ke tar jayenge
    Maut aaye to najar mukar jayenge
    Mukar jayenge
    Maut aani hai, maut aani hai
    Aayengi mar jayenge, mar jayenge

    Ek khilona hu mai waqt ke hath ka
    Ek khilona hu mai waqt ke hath ka
    Jindagi ka meri ho chuka faisla
    Is mohabbat me hai wo asar janeman
    Is mohabbat me hai wo asar janeman
    Jo badal de jamane ka her faisla
    Jo badal de jamane ka her faisla
    Her fasla
    Jahaa ko tu kya jane
    Are hum hai deewane
    To fir bemuat maroge
    Kare kya dil na mane
    Hai mana muskil hai
    Hai kyu mayush nigahe
    Jamana rokega, agar hum milna chahe
    Jawani deewani ko duniya wale
    Kya samjhayege
    Dil ko samjha re
    Dil ko samjha re, ab hum kidar jayenge
    Sath jina hai ab sath mar jayenge
    Sath mar jayenge
    Ishq me hum to, ishq me hum to
    Jaan se gujar jayenge
    Maut aani hai, maut aani hai
    Aayengi mar jayenge, mar jayenge
    Ishq me hum to, ishq me hum to
    Jaan se guzar jayenge
    Maut aani hai aayengi mar jayenge
    Are bhi ab to man ja
    Ishq me hum to, ishq me hum to
    Jaan se guzar jayenge
    Maut aani hai aayengi mar jayenge
    Are bhi ab to man ja...


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Ishq Mein Hum To mp3 song, Ishq Mein Hum To lyrics, Ishq Mein Hum To Lyrics, Lyrics Ishq Mein Hum To, Ishq Mein Hum To hindi lyrics, Ishq Mein Hum To hindi movie songs, Ishq Mein Hum To bollywood songs, Ishq Mein Hum To bollywood songs lyrics Download Ishq Mein Hum To mp3 song