BollywoodTarane

    Download Ishq Ki Aankh Me song

    Lal Baadshah 1999

    Free Ishq Ki Aankh Me mp3 song

    We presents for now Ishq Ki Aankh Me mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Ishq Ki Aankh Me
    Artist : Anuradha Paudwal
    Save As
    Ishq Ki Aankh Me Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Ishq Ki Aankh Me
    Song Lyrics Movie = Lal Baadshah (1999)
    Singer = Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
    Music Director = Aadesh Shrivastava
    Lyricist = Gohar Kamla

    Mp3 Song Lyrics

    ishq ki aankh me haya hi nahi
    ishq se badhke badduaa hi nahi
    hai kaha dard ye pata hi nahi
    ishq ke rog ki dawa hi nahi
    yara yara zamane ishq hai ye
    jane jana daastan ishq hai ye
    ye hai ishq ishq ishq ishq
    ye hai ishq
    ye hai ishq ishq ishq ishq
    ye hai ishq...

    kahar hai maut hai saza hai ishq
    saza hai ishq
    mujhse puchho to, mujhse puchho to
    puchho to ek bala hai ishq, bala hai ishq
    unko tasvire gam dikha dena...

    jo bahut puchhte hai kya hai ishq
    jo bahut puchhte hai kya hai ishq
    ye hai ishq ishq ishq ishq
    ye hai ishq...

    mana ye ishq dil dukhata hai
    ashq deta hai ji jalata hai
    ishq me maut bhi to mumkil hai
    phir bhi marne me maza aata hai
    phir bhi marne me maza aata hai...

    ye hai ishq ishq ishq ishq
    ye hai ishq
    ye hai ishq ishq ishq ishq
    ye hai ishq...

    ha ye dil ki lagan is lagan ka kya kar le
    dil se lag gayi tab se lagan lagaai hai
    shamma to mom ke badan ke siva kuch bhi na thi
    sanam ne aag lagai to jaan aayi hai...

    tune yu murade ishq mujhse sanam kah dala
    tere bolo pe meri jaan pyar aaya hai
    tune jo jane wafa pyar ka ikrar kiya
    mujhko ab jake meri jaan karar aaya hai
    mujhko ab jake meri jaan karar aaya hai...

    ye hai ishq ishq ishq ishq
    ye hai ishq
    ye hai ishq ishq ishq ishq
    ye hai ishq
    ye hai ishq ishq ishq ishq
    ye hai ishq...))

    Posted by  : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Ishq Ki Aankh Me mp3 song, Ishq Ki Aankh Me lyrics, Ishq Ki Aankh Me Lyrics, Lyrics Ishq Ki Aankh Me, Ishq Ki Aankh Me hindi lyrics, Ishq Ki Aankh Me hindi movie songs, Ishq Ki Aankh Me bollywood songs, Ishq Ki Aankh Me bollywood songs lyrics Download Ishq Ki Aankh Me mp3 song