BollywoodTarane

    Download Is Desh Ko Swarg Banana song

    Badi Didi 1969

    Free Is Desh Ko Swarg Banana mp3 song

    We presents for now Is Desh Ko Swarg Banana mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Is Desh Ko Swarg Banana
    Artist : Asha Bhosle
    Save As
    Is Desh Ko Swarg Banana Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Is desh ko swarg banana hai
    Song Lyrics Movie = Badi Didi (1969)
    Singers = Asha Bhosle
    Song Lyricists = Rajendra Krishan
    Music Composer = Ravi Shankar Sharma (Ravi)
    Music Director = Ravi Shankar Sharma (Ravi)
    Director = Narendra Suri
    Music Label = Saregama
    Starring = Jeetendra, Nanda, Om Parkesh, Aruna Irani, Nasir Husain,
     Ulhas, Jeevan


    mp3 songs


    waqt ke sath chalo waqt ki aawaz suno
    waqt jo saj bajata hai wahi rag suno
    waqt kahta hai to ghunghat bhi
    jala kar rakh do
    khokhli rashmo ki buniyad hila kar rakh do
    devio geet ye panghat ke bhulane honge
    ab naye rag machino ke sunane honge

    ab jagna or jagana hai
    ab jagna or jagana hai
    is desh ko swarg banana hai
    ab jagna or jagana hai
    ab jagna or jagana hai

    ab chulhe choke ke sang sang
    hum sikhe or sikhayenge
    is desh ke gaw gaw me
    vidya ka rag sunayenge
    ab tod ke rato ka jadu
    suraj se aankh milana hai
    suraj se aankh milana hai
    is desh ko swarg banana hai
    ab jagna or jagana hai
    ab jagna or jagana hai

    santan ke lalcha me aakar
    kyu or badhaye aabadi
    insan jyada or dharti kam
    to bik jayegi aazadi
    takdir ki takat se apni
    bigdi takdir banana hai
    bigdi takdir banana hai
    is desh ko swarg banana hai
    ab jagna or jagana hai
    ab jagna or jagana hai

    ab chod ke jhule sawan ke
    tapti hui ret pe chalna hai
    mehandi ki jagah in hatho ki
    dusman ke khun se rangna hai
    jis maa ne janam diya hamko
    us maa ki laz bachana hai
    us maa ki laz bachana hai
    is desh ko swarg banana hai
    ab jagna or jagana hai
    ab jagna or jagana hai
    is desh ko swarg banana hai
    ab jagna or jagana hai
    ab jagna or jagana hai

    Posted by : Priyanka Shukla

    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Is Desh Ko Swarg Banana mp3 song, Is Desh Ko Swarg Banana lyrics, Is Desh Ko Swarg Banana Lyrics, Lyrics Is Desh Ko Swarg Banana, Is Desh Ko Swarg Banana hindi lyrics, Is Desh Ko Swarg Banana hindi movie songs, Is Desh Ko Swarg Banana bollywood songs, Is Desh Ko Swarg Banana bollywood songs lyrics Download Is Desh Ko Swarg Banana mp3 song