BollywoodTarane

    Download Insaaf Ki Awaaz song

    Insaaf Ki Awaaz 1986

    Free Insaaf Ki Awaaz mp3 song

    We presents for now Insaaf Ki Awaaz mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Insaaf Ki Awaaz
    Artist : Kishor Kumar
    Save As
    Insaaf Ki Awaaz Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Insaaf Ki Awaaz
    Song Lyrics Movie = Insaaf Ki Awaaz (1986)
    Singers = Kishore Kumar
    Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
    Music Composer = Bappi Lahiri
    Director = D. Rama Naidu
    Music Label = T-Series
    Starring = Rekha, Anil Kapoor, Richa Sharma
    Release on = 14th November, 1986


    mp3 songs


    Jab saitano ne milkar maran maridang bajaya
    Iman ko dafnaya or juth ko taj pahnaya
    Kanun kaha soya tha
    Insaf kaha khoya tha
    Kanun kaha soya tha
    Insaf kaha khoya tha
    Jab sachai ke sine me khanjar utara jata hai
    Jalim logo ke hatho jab isha ko mara jata hai

    Kanun kaha sota hai insaf kaha hota hai
    Mang rahi hai jawab insaf ki awaz

    Kuchh log jahar se jahrile
    Jo yari ka dum bharte hai
    Dusman se hath milate hai
    Yaro se dhokha karte hai
    Jo kismat likhte aaye hai
    Un hatho ko kya or mila
    Itni mehnat ke badle me
    Unhe maut ka tohfa diya gaya
    Mang rahi hai jawab insaf ki awaz
    Kanun kaha sota hai insaf kaha hota hai

    Ye aankhe nahi koi sehra hai
    Ek bund nahi hai pani ki
    Kismat ne mang me aag bhari
    Or abhi umar hai jawani ki
    Ye atal himalay ke jaisi
    Ye aansu kaha bahati hai
    Chahe taj mile ya kafan mile
    Ye apna farz nibhati hai
    Jab aankhe ro nahi pati
    Dil andar andar rota hai
    Kanun kaha sota hai insaf kaha hota hai
    Mang rahi hai jawab insaf ki awaz
    Insaf ki awaz,insaf ki awaz...


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Insaaf Ki Awaaz mp3 song, Insaaf Ki Awaaz lyrics, Insaaf Ki Awaaz Lyrics, Lyrics Insaaf Ki Awaaz, Insaaf Ki Awaaz hindi lyrics, Insaaf Ki Awaaz hindi movie songs, Insaaf Ki Awaaz bollywood songs, Insaaf Ki Awaaz bollywood songs lyrics Download Insaaf Ki Awaaz mp3 song