BollywoodTarane

    Download Inhen Dekh Kar Hum song

    Harrjaiie 2006

    Free Inhen Dekh Kar Hum mp3 song

    We presents for now Inhen Dekh Kar Hum mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Inhen Dekh Kar Hum
    Artist : Altaaf Raja
    Save As
    Inhen Dekh Kar Hum Song Lyrics
    Song Lyrics : Inhen Dekh Kar Ham Hue Hai Sharabi
    Song Lyrics Movie or Album: Harrjaiie (2006)
    Singer(s): Altaf Raja

    Lyrics

    Hmm... Maikhaane Mein Sab Jaam Ke Lab Chuum Rahe Hain
    ham Aapki Aankhon Se Pee Ke Jhoom Rahe Hain
    yeh Aankhen Nashili Yeh Palken Gulaabi - 2
    inhen Dekh Kar Ham Hue Hai Sharaabi - 2
    ho Yeh Naazuk Adaayen Yeh Chehra Kitaabi - 2
    inhen Dekh Kar Ham Hue Hai Sharaabi - 3

    abhi Tum Meri Jaan Fakat Ek Kali Ho
    bahaaron Ki Aaghosh Mein Tum Dhali Ho
    abhi Tum Meri Jaan Fakat Ek Kali Ho
    bahaaron Ki Aaghosh Mein Tum Dhali Ho
    nazar Tumpe Bhanvron Ki Padne Lagi Hai
    tumhari Nazar Dil Mein Gadne Lagi Hai
    har Andaaz Mein Ek Nazaakat Chhupi Hai
    tumhari Hasi Mein Qayaamat Chhupi Hai
    tumhi Se Nazaron Mein Yeh Dilkashi Hai
    gulon Ke Labon Par Tumhari Hasi Hai
    ishaaren Tumhare Machaye Tabaahi - 2
    inhen Dekh Kar Ham Hue Hai Sharabi - 3

    jawani Ka Tumpe Suroor Aa Raha Hai
    magar Thoda Thoda Guroor Aa Raha Hai
    jawani Ka Tumpe Suroor Aa Raha Hai
    magar Thoda Thoda Guroor Aa Raha Hai
    nazar Se Har Ek Baat Kehne Lagi Ho
    khayalon Mein Din Raat Rehne Lagi Ho
    kabhi Tum Bhi Samjho Mere Dil Ki Uljhan
    kareeb Aa Ke Sun Lo Kya Kehti Hai Dhadkan
    yeh Nazron Ke Sholay Bhadakne Lage Hai
    kadam Ab Hamare Behakne Lage Hai
    yeh Baahen Tumhari Hai Jaise Suraahi - 2
    inhen Dekh Kar Ham Hue Hai Sharaabi - 3

    tumhara Hi Charcha Hai Saare Shehar Mein
    deewane Khade Hai Tumhari Dagar Mein
    tumhara Hi Charcha Hai Saare Shehar Mein
    deewane Khade Hai Tumhari Dagar Mein
    zara Bach Ke Chalna Abhi Tum Ho Kamseen
    naye Naye Tumse Jawani Ke Hai Din
    bahaane Banana Tumhe Aa Gaya Hai
    nigaahen Churaana Tumhe Aa Gaya Hai
    tumhari Mohabbat Mein Yun Kho Gaye Hai
    zamane Se Ham Bekhabar Ho Gaye Hai
    yakeen Jo Na Aaye Toh Lo Dil Ki Gawaahi
    inhen Dekh Kar Ham Hue Hai Sharaabi - 3
    yeh Aankhen Nashili Yeh Palken Gulaabi - 2
    inhen Dekh Kar Ham Hue Hai Sharaabi - 2
    ho Yeh Naazuk Adaayen Yeh Chehra Kitaabi - 2
    inhen Dekh Kar Ham Hue Hai Sharaabi - 3
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Inhen Dekh Kar Hum mp3 song, Inhen Dekh Kar Hum lyrics, Inhen Dekh Kar Hum Lyrics, Lyrics Inhen Dekh Kar Hum, Inhen Dekh Kar Hum hindi lyrics, Inhen Dekh Kar Hum hindi movie songs, Inhen Dekh Kar Hum bollywood songs, Inhen Dekh Kar Hum bollywood songs lyrics Download Inhen Dekh Kar Hum mp3 song