BollywoodTarane

    Download Husn Chala Kuchh Aisi Chaal song

    Bluff Master 1963

    Free Husn Chala Kuchh Aisi Chaal mp3 song

    We presents for now Husn Chala Kuchh Aisi Chaal mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Husn Chala Kuchh Aisi Chaal
    Artist : Mohammad Rafi
    Save As
    Husn Chala Kuchh Aisi Chaal Song Lyrics
    Song Lyrics : Husn Chala Kuchh Aisi Chaal
    Song Lyrics Movie or Album: Bluff Master (1963)
    Singer(s): Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
    Music Director(s): Kalyanji-Anandji
    Lyricist(s): Rajinder Krishan

    Lyrics

    are (husn chala kuchh aisi chaal, deewaane ka puchh na haal -2)
    pyaar ki kasam kamaal ho gaya, haay pyaar ki kasam kamaal ho gaya
    aji dil ko abb tak hai inkaar, aankhein kar baithi ikraar
    pyaar ki kasam kamaal ho gaya, haay pyaar ki kasam kamaal ho gaya

    ho o o o kabhi paas aaye kabhi dur jaaye
    ke hai dil churaane ki laakhon adaaye
    nahi tir nikala abhi tak kamaan se - (2)
    koyi unase keh de ke dil ko bachaaye, ke dil ko bachaaye
    husn chala kuchh aisi chaal, deewaane ka puchh na haal
    pyaar ki kasam kamaal ho gaya, haay pyaar ki kasam kamaal ho gaya
    aji dil ko abb tak hai inkaar, aankhein kar baithi ikraar
    pyaar ki kasam kamaal ho gaya, haay pyaar ki kasam kamaal ho gaya

    oooo kahaan tak rahoge yeh daaman bachaake
    ke mushkil hai bachana nishaane pe aake
    hamaara hai kya ham toh mitake rahenge - (2)
    jahaan tumane dekha jara muskuraake, jara muskuraake
    dil ko abb tak hai inkaar, aankhein kar baithi ikraar
    pyaar ki kasam kamaal ho gaya, haay pyaar ki kasam kamaal ho gaya
    are husn chala kuchh aisi chaal, deewaane ka puchh na haal
    pyaar ki kasam kamaal ho gaya, haay pyaar ki kasam kamaal ho gaya

    ho o o o yeh din hai tumhaare jamaana tumhaare
    nigaahe udhar hai idhar hai ishaara
    yeh paigaam dete hai julfon ke saaye - (2)
    chala aaye jo hai muhabbat ka maara, muhabbat ka maara
    uff husn chala kuchh aisi chaal, deewaane ka puchh na haal
    pyaar ki kasam kamaal ho gaya, haay pyaar ki kasam kamaal ho gaya
    dil ko abb tak hai inkaar, aankhein kar baithi ikraar
    pyaar ki kasam kamaal ho gaya, haay pyaar ki kasam kamaal ho gaya
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Husn Chala Kuchh Aisi Chaal mp3 song, Husn Chala Kuchh Aisi Chaal lyrics, Husn Chala Kuchh Aisi Chaal Lyrics, Lyrics Husn Chala Kuchh Aisi Chaal, Husn Chala Kuchh Aisi Chaal hindi lyrics, Husn Chala Kuchh Aisi Chaal hindi movie songs, Husn Chala Kuchh Aisi Chaal bollywood songs, Husn Chala Kuchh Aisi Chaal bollywood songs lyrics Download Husn Chala Kuchh Aisi Chaal mp3 song