BollywoodTarane

    Download Hum Teeno Shaitaan song

    Raju Chacha 2000

    Free Hum Teeno Shaitaan mp3 song

    We presents for now Hum Teeno Shaitaan mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Hum Teeno Shaitaan
    Artist : Amit Kumar
    Save As
    Hum Teeno Shaitaan Song Lyrics
    Title : Hum Teeno Shaitaan
    Movie/album : Raju Chacha (2000)
    Singers : Amit Kumar, Ishwari, Kavita Krishnamurti, Shraddha, Shweta Vijay

    Hum Teeno Shaitan Bade Hai
    Lekin Ham Hai Ram Bade Hai
    Humne Tumko Bada Sataya
    Tumne Humko Gale Lagaya
    Madam Tum Jeeti Hum Haare
    Kaan Pakadte Hain Hum Saare
    Bhool Hamari Maaf Karo
    Ab Has Do Gussa Chhodo
    Chhote Chhote Dil Na Todo
    Didi Tum Hum Sab Ki Jaan Ho
    Bin Maa Ke Bacho Ki Maa Ho

    Kahin Se Aayi Rani Kahi Se Aaya Raja
    To Jhoomo Naacho Gaao Bajao Band Baaja
    Kahan Se Aayi Rani Kaha Se Aaya Raja
    Na Koi Khidki Na Koi Darwaza
    Kahin Se Aayi Rani Kahi Se Aaya Raja
    To Jhoomo Naacho Gaao Bajao Band Baaja
    Tu Mahalo Ki Rani Main Galiyon Ka Raja
    Aa Khele Raja Rani Ke Khel Aaja

    Woh Jaadugar Hai Ke Jadoo Joh Chalaye
    Nazare Jhoom Uthe Ke Phool Muskuraye
    Use Duniyawale Pahad Kehte Hain
    Use Yeh Dilwale Pyar Kehte Hain
    Naye Naye Saathi Nayee Naaye Rahen
    Chalo Saath Milkar Lo Thaam Lo Yeh Baahen
    Ke Baahe Thaam Ne Se Yeh Phool Khilte Hain
    Yeh Phool Khilne Se Yeh Dil Milte Hain
    Kahin Se Aayi Rani Kahi Se Aaya Raja
    To Jhoomo Naacho Gaao Bajao Band Baaja

    Kahin Se Chidiyaan Ne Churaya Ek Daana
    Are O Kaale Kavwe Na Shor Machana
    Oh Luk Chup Jaana Makai Ka Daana
    O Raje Ki Beti Tu Abhi Na Aana
    Main Bolu I Love You Tum Bolo I Love You
    Chalojee Gaate Hanste Waha Pe Chalte Hain
    Yeh Pyaar Waale Jadoo Jahan Chalte Hain
    Kahin Se Aayi Rani Kahi Se Aaya Raja
    To Jhoomo Naacho Gaao Bajao Band Baaja
    Kahan Se Aayi Rani Kaha Se Aaya Raja
    Na Koi Khidki Na Koi Darwaza
    Kahin Se Aayi Rani Kahi Se Aaya Raja
    To Jhoomo Naacho Gaao Bajao Band Baaja
    Tu Mahalo Ki Rani Main Galiyon Ka Raja
    Aa Khele Raja Rani Ke Khel Aaja
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Hum Teeno Shaitaan mp3 song, Hum Teeno Shaitaan lyrics, Hum Teeno Shaitaan Lyrics, Lyrics Hum Teeno Shaitaan, Hum Teeno Shaitaan hindi lyrics, Hum Teeno Shaitaan hindi movie songs, Hum Teeno Shaitaan bollywood songs, Hum Teeno Shaitaan bollywood songs lyrics Download Hum Teeno Shaitaan mp3 song