BollywoodTarane

    Download Hum Ho Gaye Aap Ke song

    Hum Ho Gaye Aap Ke 2001

    Free Hum Ho Gaye Aap Ke mp3 song

    We presents for now Hum Ho Gaye Aap Ke mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Hum Ho Gaye Aap Ke
    Artist : Alka Yagnik
    Save As
    Hum Ho Gaye Aap Ke Song Lyrics

    Song lyrics Title : Hum Ho Gaye Aap Ke
    Song lyrics  Movie/Album Name: HUM HO GAYE AAP KE
    Singer(s) : ALKA YAGNIK AND KUMAR SANU
     

    Lyrics

    --MALE--
    Gori tera nakhra dil ko bhaaye
    Teri adaa to aag lagaaye
    Hey, gori tera nakhra dil ko bhaaye
    Teri adaa to aag lagaaye

    --FEMALE--
    I love you dil yeh kehta hai
    Dil mein tu hi rehta hai
    Saanson mein tera pyaar behta hai

    --MALE--
    Hey, gori tera nakhra dil ko bhaaye
    Teri adaa to aag lagaaye

    (Dekho dekho dekho, dil yeh mera
    Kaisi kaisi baatein karta hai) - 2
    Dekh ke tujhko jeeta hai
    Yeh chehre pe tere marta hai

    --FEMALE--
    Rehke tujhse door sanam main bhi aahein bharti hoon
    Sirf tumhaari chaahat hai, par kehne se darrti hoon

    --MALE--
    Aisa kehke mujhko yaara tune kiya ghaayal
    Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
    Hey, gori tera nakhra dil ko bhaaye
    Teri adaa to aag lagaaye

    (Duniya mein laakhon husn waale
    Koi nahin tere jaisa hai) - 2
    Honge bade manju is jahaan mein
    Koi nahin aashiq aisa hai

    --FEMALE--
    Dekh ke yeh deewanapan teri baatein maan gayi
    Tu mera sacha aashiq hai, jaaneman pehchaan gayi

    --MALE--
    Pyaar mein tere jaane jaana main to hua paagal
    Hey, gori tera nakhra dil ko bhaaye
    Teri adaa to aag lagaaye

    --FEMALE--
    I love you dil yeh kehta hai
    Dil mein tu hi rehta hai
    Saanson mein tera pyaar behta hai

    --MALE--
    Hey, gori tera nakhra dil ko bhaaye
    Teri adaa to aag lagaaye



    Posted By:- {vikky}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Hum Ho Gaye Aap Ke mp3 song, Hum Ho Gaye Aap Ke lyrics, Hum Ho Gaye Aap Ke Lyrics, Lyrics Hum Ho Gaye Aap Ke, Hum Ho Gaye Aap Ke hindi lyrics, Hum Ho Gaye Aap Ke hindi movie songs, Hum Ho Gaye Aap Ke bollywood songs, Hum Ho Gaye Aap Ke bollywood songs lyrics Download Hum Ho Gaye Aap Ke mp3 song