BollywoodTarane

    Download Hoy Hoy Gao song

    Aan 1952

    Free Hoy Hoy Gao mp3 song

    We presents for now Hoy Hoy Gao mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Hoy Hoy Gao
    Artist : Mohammad Rafi
    Save As
    Hoy Hoy Gao Song Lyrics
    Song Lyrics: Hoy Hoy Gaao Taraane Mann Ke Ji
    Song Lyrics Movie or Album: Aan - 1952
    Singer(s): Lata Mangeshkar, Shamshad Begum, Mohammad Rafi, Shyam

     Lyrics

    hoy hoy gaao taraane mann ke ji, aasha aayi dulhan banke ji
    naacho naacho mann ki taal pe
    chham chham, chham chham, chham chham......

    hoy aaj kushi banthan ke ji, kar ghar aayi hai dulhan ke ji
    naacho naacho mann ki taal pe
    chham chham, chham chham, chham chham......

    dhak dhak mann mein dholak baaje
    chham chham pag mein paayal, ho chham chham pag mein paayal
    aa aa aa.........
    hoy dhak dhak main mein dholak baaje
    chham chham pag mein paayal
    baalam ki nazaron ne  - 2, kiya hai aaj mera dil ghaayal
    hoy baalam ki nazaron ne, kiya hai aaj mera dil ghaayal
    bhed main apne kholu na, kuch bolu na, sang dolu na

    tir chale chitawan ke ji, rimjhim aaye din saawan ke ji
    naacho naacho mann ki taal pe
    chham chham, chham chham, chham chham......

    apane piya ki jogan ban ja
    chhod de mahal dumahale, ho chhod de mahal dumahale
    oooooo.......
    hoy apane piya ki jogan ban ja, chhod de mahal dumahale
    phul wahi sachha hai  - 2, jo kaanto ke dukh bhi seh le
    ho ho ho ho.............
    hoy phul wahi sachha hai, jo kaanto ke dukh bhi seh le
    pyaar ko jab tum jaanoge, pehchaanoge, phir maanoge

    rup naye jeevan ke ji, milate hain dwaare saajan ke ji
    naacho naacho mann ki taal pe
    hoy gaao taraane man ke ji, aasha aayi dulhan ban ke ji
    naacho naacho mann ki taal pe
    chham chham, chham chham, chham chham......

    hoy aaj kushi banthan ke ji, kar ghar aayi hai dulhan ke ji
    naacho naacho mann ki taal pe
    chham chham, chham chham, chham chham......
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Hoy Hoy Gao mp3 song, Hoy Hoy Gao lyrics, Hoy Hoy Gao Lyrics, Lyrics Hoy Hoy Gao, Hoy Hoy Gao hindi lyrics, Hoy Hoy Gao hindi movie songs, Hoy Hoy Gao bollywood songs, Hoy Hoy Gao bollywood songs lyrics Download Hoy Hoy Gao mp3 song