BollywoodTarane

    Download Ho Aaj Mazhab Koi song

    Censor 2001

    Free Ho Aaj Mazhab Koi mp3 song

    We presents for now Ho Aaj Mazhab Koi mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Ho Aaj Mazhab Koi
    Artist : Vinod Rathod
    Save As
    Ho Aaj Mazhab Koi Song Lyrics
    Song lyrics title :   Ho Aaj Mazhab Koi
    Song lyrics movie :   CENSOR
    Singer : VINOD RATHOD,ALKA YAGNIk

     mp3 song

    ho aaj mazhab koi ek aisaa naya
    doston is jahaan mein chalaya jaaye
    jisamein insaan insaan banke rahe aa
    aur gulshan ko gulshan banaya jaaye
    o aaj mazhab koi ...

    aa jisase badhakar koi kitab nahin
    are jiska milta koi jawab nahin
    umr bhar chadh kar jo nahin utare
    vo nasha hai magar sharab nahin
    use pyaar zamaanaa kahataa hai
    uska deewana rehta hai
    ye aisaa hai rangeen nasha
    ye jitna chadhe utna hi mazaa
    hontho pe gulab yahi to hai
    aankhon mein khwab yahi to hai
    gaalon pe shabaab yahi to hai
    ghunghat mein hizaab yahi to hai
    honthon pe gulaab aankho mein khwaab
    gaalon pe shabaab ghunghat mein hizaab
    yahi to hai yahi to hai yahi to hai yahi to hai
    isako paayaa miiraa ne isako hii gaayaa kabiiraa ne
    o har ruuh ki aavaaz hai ye
    sabase sundar saaz hai yeh
    jis se roshan padosii kaa aangan rahe
    vo diya har ghar mein jalaya jaaye
    jisamein insaan...

    aa ye chaav bhi hai aur dhup bhi hai
    rup bhi hai aur anup bhi hai
    ye shabnam bhi angaar bhi hai
    ye megh bhi hai malhar bhi hai
    are isamain duniya ki jawani hai
    ye aag ke bhitar paani hai
    ye ruh ka ek sarovar hai
    qatare mein ek samandar hai
    shaayar ka hasin tasavvur hai
    sangeet ka ek svayamvar hai
    ye sabko sab kuchh deta hai
    aur badale mein badale mein badale mein
    bas dil leta hai dil leta hai
    dil dil dil dil dil leta hai
    iska jo karam aaj ho jaaye
    to ye mehfil bhi jannat si ho jaaye
    jisamein insaan...
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Ho Aaj Mazhab Koi mp3 song, Ho Aaj Mazhab Koi lyrics, Ho Aaj Mazhab Koi Lyrics, Lyrics Ho Aaj Mazhab Koi, Ho Aaj Mazhab Koi hindi lyrics, Ho Aaj Mazhab Koi hindi movie songs, Ho Aaj Mazhab Koi bollywood songs, Ho Aaj Mazhab Koi bollywood songs lyrics Download Ho Aaj Mazhab Koi mp3 song