BollywoodTarane

    Download Hathi Raja Hathi Raja song

    Dost 1989

    Free Hathi Raja Hathi Raja mp3 song

    We presents for now Hathi Raja Hathi Raja mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Hathi Raja Hathi Raja
    Artist : Alka Yagnik
    Save As
    Hathi Raja Hathi Raja Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Hathi Raja Hathi Raja
    Song Lyrics Movie = Dost (1989)
    Singers = Alka Yagnik
    Song Lyricists = Indeevar
    Music Composer = Rahul Dev Burman
    Director = K Murali Mohan Rao
    Music Label = T-Series
    Starring = Mithun Chakraborty, Amala, Vikas Anand, Amjad Khan,
    Kiran Kumar, Asrani
    Release on = 4th August, 1989


    mp3 songs


    Haathi raja haathi raja jaldi se chalo
    Haathi raja haathi raja jaldi se chalo
    Shahar se pyara jungle hai
    Jungle me bhi mangal hai
    Insano ke jaal se bach ke nikalo
    Haathi raja haathi raja jaldi se chalo
    Haathi raja haathi raja jaldi se chalo

    Bandi ye banate hai
    Circus me nachate hai
    Bandi ye banate hai
    Circus me nachate hai
    Thoda sa khilate hai,
    Jyada khud kamate hai
    Marne par na chhodenge,
    Haddi bech ke kha lenge
    Beimano se bach ke chalo
    Haathi raja haathi raja jaldi se chalo
    Haathi raja haathi raja jaldi se chalo

    Hum nachenge gayenge
    Milke mauj udayenge
    Hum nachenge gayenge
    Milke mauj udayenge
    Tod tod fal khayenge,
    Nadi mein nahayenge
    Van mein apna raj hai
    Apne sar pe taaj hai
    Hum sab hai azad yaha nacho uchhalo
    Haathi raja haathi raja jaldi se chalo
    Haathi raja haathi raja jaldi se chalo
    Shahar se pyara jungle hai
    Jungle me bhi mangal hai
    Insano ke jaal se bach ke nikalo.....


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Hathi Raja Hathi Raja mp3 song, Hathi Raja Hathi Raja lyrics, Hathi Raja Hathi Raja Lyrics, Lyrics Hathi Raja Hathi Raja, Hathi Raja Hathi Raja hindi lyrics, Hathi Raja Hathi Raja hindi movie songs, Hathi Raja Hathi Raja bollywood songs, Hathi Raja Hathi Raja bollywood songs lyrics Download Hathi Raja Hathi Raja mp3 song