BollywoodTarane

    Download Hame Diya Hai Aapne song

    Divorce 1984

    Free Hame Diya Hai Aapne mp3 song

    We presents for now Hame Diya Hai Aapne mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Hame Diya Hai Aapne
    Artist : Asha Bhosle
    Save As
    Hame Diya Hai Aapne Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Hame Diya Hai Aapne Dhokha
    Song Lyrics Movie = Divorce (1984)
    Singers = Asha Bhosle
    Song Lyricists = Vithalbhai Patel
    Music Composer = Usha Khanna
    Director = N.D. Kothari
    Music Label = Music India Limited
    Starring = Kumar Gaurav, Poonam Dhillon, Sharmila Tagore, Girish Karnad

    mp3 songs

    Labo par jab kisi bhule
    Huye ka naam aata hai
    Hume us waqt yaad apna
    Dile nakaam aata hai
    Zafaye tum kiye jaaye
    Wafaye hum kiye jaaye
    Tumhe wo kaam aata hai
    Hume yeh kaam aata hai
    Hume diya hai aapne dhoka
    Ho hume diya hai aapne dhoka
    Kyu jahir yeh raaz kare
    Dil ki baat juba par lakar
    Dil ki baat juba par lakar
    Kis kis ko naraz kare naraz kare
    Hume diya hai aapne dhoka
    Ho hume diya hai aapne dhoka

    Badi mehrbani tum jo
    Mehfil mein aaye
    Badi mehrbani tum jo
    Mehfil mein aaye
    Ho gayi yaade jawa
    Zakhm muskuraye
    Ho gayi yaade jawa
    Zakhm muskuraye
    Khamoshi bhi bol rahi hai
    Khamoshi bhi bol rahi hai
    Aao naya aagaz kare
    Dil ki baat juba par lakar
    Dil ki baat juba par lakar
    Kis kis ko naraz kare naraz kare
    Hume diya hai aapne dhoka
    Ho hume diya hai aapne dhoka

    Kali thi main sez thi
    Gazre mein mehki
    Kali thi main sez thi
    Gazre mein mehki
    Rani thi mein tere dil ki
    Galiyo mein behki
    Rani thi mein tere dil ki
    Galiyo mein behki
    Izzat wale shohrat wale
    Izzat wale shohrat wale
    Meri ada par naaz kare
    Dil ki baat juba par lakar
    Dil ki baat juba par lakar
    Kis kis ko naraz kare naraz kare
    Hume diya hai aapne dhoka
    Ho hume diya hai aapne dhoka

    Chhodi na sharafat meine
    Ghungharu hai bandhe
    Chhodi na sharafat meine
    Ghungharu hai bandhe
    Koi nahi jaane haye dil ke irade
    Koi nahi jaane haye dil ke irade
    Sare sikwe sari shikayat
    Sare sikwe sari shikayat
    Aaj nazar andaz kare
    Dil ki baat juba par lakar
    Dil ki baat juba par lakar
    Kis kis ko naraz kare naraz kare
    Hume diya hai aapne dhoka
    Ho hume diya hai aapne dhoka.


    Posted by : Priyanka Shukla
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Hame Diya Hai Aapne mp3 song, Hame Diya Hai Aapne lyrics, Hame Diya Hai Aapne Lyrics, Lyrics Hame Diya Hai Aapne, Hame Diya Hai Aapne hindi lyrics, Hame Diya Hai Aapne hindi movie songs, Hame Diya Hai Aapne bollywood songs, Hame Diya Hai Aapne bollywood songs lyrics Download Hame Diya Hai Aapne mp3 song