BollywoodTarane

    Download Hai mubarak aaj ka din song

    Boxer 1984

    Free Hai mubarak aaj ka din mp3 song

    We presents for now Hai mubarak aaj ka din mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Hai mubarak aaj ka din
    Artist : Hariharan
    Save As
    Hai mubarak aaj ka din Song Lyrics
    Song Lyrics : Hai Mubarak Aaj Ka Din
    Song Lyrics Movie or Album: Boxer (1984)
    Singer(s): Hariharan, Kavita Krishnamurty
    Music Director(s): R D Burman
    Lyricist(s): Gulshan Bawra

    Lyrics

    (hai mubaarak aaj ka din raat aayi hai suhaani
    shaadmaani o shaadmaani, shaadmaani o shaadmaani) - (2)

    (aaj toh nasha aisa chadha puchho na yaaro
    main hoon aasama pe mujhe niche utaaro) - (2)
    mujhape sada hasati raho yuun hi bahaaro
    milake mere saath naacho aap ki hai meherbaani
    shaadmaani o shaadmaani, shaadmaani o shaadmaani

    hai mubaarak aaj ka din raat aayi hai suhaani
    shaadmaani o shaadmaani, shaadmaani o shaadmaani

    (dekho meri aankhon main hai dore gulaabi
    main toh nahi pita huwa phir bhi sharaabi) - (2)
    yeh hai tere pyaar ka nasha chanda si bhaabhi
    bhaiya raaja ghar mein leke aa gaya pariyon ki raani
    shaadmaani o shaadmaani, shaadmaani o shaadmaani

    hai mubaarak aaj ka din raat aayi hai suhaani
    shaadmaani o shaadmaani, shaadmaani o shaadmaani

    (aangan mein yuun barase sada khushiyo ki jhadi
    baandhe tere sehare mein aasha ki ladi) - (2)
    meri khushnaseebi hai jo dekhe yeh ghadi
    hai naya andaaj chaahe reet hai wohi puraani
    shaadmaani o shaadmaani, shaadmaani o shaadmaani
    hai mubaarak aaj ka din raat aayi hai suhaani
    shaadmaani o shaadmaani, shaadmaani o shaadmaani
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Hai mubarak aaj ka din mp3 song, Hai mubarak aaj ka din lyrics, Hai mubarak aaj ka din Lyrics, Lyrics Hai mubarak aaj ka din, Hai mubarak aaj ka din hindi lyrics, Hai mubarak aaj ka din hindi movie songs, Hai mubarak aaj ka din bollywood songs, Hai mubarak aaj ka din bollywood songs lyrics Download Hai mubarak aaj ka din mp3 song