BollywoodTarane

    Download Hai Dil Me Milan song

    Bindiya 1946

    Free Hai Dil Me Milan mp3 song

    We presents for now Hai Dil Me Milan mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Hai Dil Me Milan
    Artist : Talat Mahmood
    Save As
    Hai Dil Me Milan Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Hai Dil Me Milan Ki Aas
    Song Lyrics Movie : Bindiya (1946)
    Singer-Talat Mehmood
     Lyrics- S H Bihari
     MD-Snehal Bhatkar

    mp3 songs

    door se kisi ki
    aawaaz aa rahi hai
    manzil teri musaafir
    tujhko bula rahi hai

    hai dil mein milan ki aas
    hai dil mein milan ki aas
    to manzil aa jaayegi paas
    musaafir
    musaafir hansta gaata chal
    musaafir hansta gaata chal
    hai dil mein milan ki aas
    hai dil mein milan ki aas

    ye jhumke chaand sitaaron ke
    ye jhumke chaand sitaaron ke
    ye sundar phool bahaaron ke
    ye sundar phool bahaaron ke
    inhen bhi le chal apne saath
    inhen bhi le chal apne saath
    ye nanhi kaliyon ki saugaat
    ye nanhi kaliyon ki saugaat
    gale ka haar banaata chal
    gale ka haar banaata chal
    hai dil mein milan ki aas
    hai dil mein milan ki aas

    ye jharna gun gun gaata hai
    sandesh kisi ka laata hai
    ye jharna gun gun gaata hai
    sandesh kisi ka laata hai
    karle isse bhi do baat
    karle isse bhi do baat
    rahegi yaad hamen ye raat
    rahegi yaad hamen ye raat
    khushi ke geet sunaata chal
    khushi ke geet sunaata chal
    hai dil mein milan ki aas
    hai dil mein milan ki aas

    le khatm hai doori manzil ki
    le khatm hai doori manzil ki
    le khatm hai doori manzil ki
    do chaar qadam hain aur abhi
    do chaar qadam hain aur abhi
    teri aankhon ka wo noor
    teri aankhon ka wo noor
    nahin ab teri nazar se door
    nahin ab teri nazar se door
    zara aawaaz lagaata chal
    zara aawaaz lagaata chal
    zara aawaaz lagaata chal

    Posted by: {Anju}

    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Hai Dil Me Milan mp3 song, Hai Dil Me Milan lyrics, Hai Dil Me Milan Lyrics, Lyrics Hai Dil Me Milan, Hai Dil Me Milan hindi lyrics, Hai Dil Me Milan hindi movie songs, Hai Dil Me Milan bollywood songs, Hai Dil Me Milan bollywood songs lyrics Download Hai Dil Me Milan mp3 song