BollywoodTarane

    Download Haan main jitni martaba song

    All tha best 2009

    Free Haan main jitni martaba mp3 song

    We presents for now Haan main jitni martaba mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Haan main jitni martaba
    Artist : XYZ
    Save As
    Haan main jitni martaba Song Lyrics
    Song Title : Haan main jitni martaba
    Movie/Album : All the Best (2009)


    mp3 songs

    Haan mein jitni martaba
    Tujhe hoon dekhta yeh
    Lagtaa hai mujhe
    Haan haan haan tujhe hi dekh ke
    Meri saansein chalein
    Bataadun mein tujhe

    Haan Haan Haan mein jitni martaba
    Tujhe hoon dekhta yeh
    Lagtaa hai mujhe
    Haan haan haan tujhe hi dekh ke
    Meri saansein chalein
    Bataadun mein tujhe

    Haan tu jeene ki vajah
    Dikhe tu har jagah
    Nazar jaaye jahan

    Haan haan haan Tere saath hi
    Chalegi har ghadi
    Yeh meri daastan

    Haan Haan Haan mein jitni martaba
    Tujhe hoon dekhta yeh
    Lagtaa hai mujhe
    Haan haan haan tujhe hi dekh ke
    Meri saansein chalein
    Bataadun mein tujhe

    Haan Kya galti hai meri
    Jo baaton mein teri
    Aa gaya aa gaya dil mera

    Haan Zamana chhodke
    Hamesha ke liye
    Ho gaya ho gaya dil tera

    Haan Tu mera pyaar hai
    Mera dil daar hai
    Tu mera hai jahan

    Haan haan haan
    Yeh lamhe khas hain
    Jo hum tum paass hain
    Nahi hai duriyaan

    Haan Haan Haan mein jitni martaba
    Tujhe hoon dekhta yeh
    Lagtaa hai mujhe
    Haan haan haan tujhe hi dekh ke
    Meri saansein chalein
    Bataadun mein tujhe

    Haan nigaahon mein rahun
    Ya baahon mein rahun
    Mein kabhi na kahin pe jaaun
    Haan Iraada hai mera
    Yeh Vaada hai mera
    Naa kabhi main tujhe tadpaun

    Haan Tujhe main dun khushi
    Tu meri hai zameen
    Tu hi hai aasmaa

    Haan Haan haan Yeh meri zindagi
    Hai tujh mein hai kahin
    Hai jana kahan

    Haan mein jitni martaba
    Tujhe hoon dekhta yeh
    Lagtaa hai mujhe
    Haan haan haan tujhe hi dekh ke
    Meri saansein chalein
    Bataadun mein tujhe

    Haan tu jeene ki vajah
    Dikhe tu har jagah
    Nazar jaaye jahan
    Aa Aaa Aa Ki Tere saath hi
    Chalegi har ghadi
    Yeh meri daastan

    Haan Haan Haan mein jitni martaba
    Tujhe hoon dekhta yeh
    Lagtaa hai mujhe
    Haan haan haan tujhe hi dekh ke
    Meri saansein chalein
    Bataadun mein tujhe

    Posted by: {Anju}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Haan main jitni martaba mp3 song, Haan main jitni martaba lyrics, Haan main jitni martaba Lyrics, Lyrics Haan main jitni martaba, Haan main jitni martaba hindi lyrics, Haan main jitni martaba hindi movie songs, Haan main jitni martaba bollywood songs, Haan main jitni martaba bollywood songs lyrics Download Haan main jitni martaba mp3 song