BollywoodTarane

    Download Ghar Se Beghar song

    Samay Ki Dhara 1986

    Free Ghar Se Beghar mp3 song

    We presents for now Ghar Se Beghar mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Ghar Se Beghar
    Artist : Kishor Kumar
    Save As
    Ghar Se Beghar Song Lyrics
    Song Title = Ghar Se Beghar
    Movie/Album = Samay Ki Dhara (1986)
    Singers = Kishore Kumar
    Song Lyricists = M. G. Hashmat
    Music Director = Jugal Kishore, Tilak Raj
    Director = Sisir Misra
    Music Label = CBS Records

    Mp3 Song Lyrics

    ((Ghar se beghar kar gayi
    Karwate nasib ki
    Dur kitni ho gayi jo
    Manzile karib thi
    Ghar se beghar kar gayi
    Karwate nasib ki
    Dur kitni ho gayi jo
    Manzile karib thi
    Ghar se beghar kar gayi
    Karwate nasib ki
    Dur kitni ho gayi jo
    Manzile karib thi

    Rafta rafta aa gayi
    Do dilo mein duriya
    Rafta rafta aa gayi
    Do dilo mein duriya
    Kal mohabbat thi jahan
    Aaj hai majburiya
    Ho kal mohabbat thi jahan
    Aaj hai majburiya
    Aaj kamil ho gayi ho
    Sajise rakib ki
    Dur kitni ho gayi jo
    Manzile karib thi

    Tujhko eye dil mil gaya
    Ab wafao ka sila
    Tujhko eye dil mil gaya
    Ab wafao ka sila
    Kar diya katib ne aakhir
    Aaj apna faisla
    Kar diya katib ne aakhir
    Aaj apna faisla
    Dil ke tukde kar gayi
    Thokare hakim ki
    Dur kitni ho gayi jo
    Manzile karib thi

    Rok to sakte nahi
    Zindagani ka safar
    Rok to sakte nahi
    Zindagani ka safar
    Ho sake mil jaaye rah mein
    Aur koi humsafar
    Ho sake mil jaaye rah mein
    Aur koi humsafar
    Jaane kyu lagti hai dil ko
    Har khushi ajib si
    Dur kitni ho gayi jo
    Manzile karib thi

    Aata hai is zindagi mein
    Aisa bhi raato badal
    Aata hai is zindagi mein
    Aisa bhi raato badal
    Jab ke soye soye arma
    Phir se jate hai machal
    Ho jab ke soye soye arma
    Phir se jate hai machal
    Purkashi lagti hai dil ko
    Dhun purane geet ki
    Dur kitni ho gayi jo
    Manzile karib thi
    Ghar se beghar kar gayi
    Karwate nasib ki
    Dur kitni ho gayi jo
    Manzile karib thi
    Manzile karib thi...))

    Posted by : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Ghar Se Beghar mp3 song, Ghar Se Beghar lyrics, Ghar Se Beghar Lyrics, Lyrics Ghar Se Beghar, Ghar Se Beghar hindi lyrics, Ghar Se Beghar hindi movie songs, Ghar Se Beghar bollywood songs, Ghar Se Beghar bollywood songs lyrics Download Ghar Se Beghar mp3 song