BollywoodTarane

    Download Gaon Mein Mach Gaya song

    Dacait 1987

    Free Gaon Mein Mach Gaya mp3 song

    We presents for now Gaon Mein Mach Gaya mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Gaon Mein Mach Gaya
    Artist : Asha Bhosle
    Save As
    Gaon Mein Mach Gaya Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Gaon Mein Mach Gaya Shor
    Song Lyrics Movie = Dacait
    Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar, Suresh Wadkar
    Song Lyricists = Anand Bakshi
    Music Composer = Rahul Dev Burman
    Director = Rahul Rawail
    Music Label = T-Series
    Starring = Sunny Deol, Meenakshi Sheshadri, Suresh Oberoi, Rakhee, Raza Murad, Paresh Rawal
    Release on = 10th April, 1987

    mp3 songs

    Gaanv mein mach gaya shor
    Gaanv mein mach gaya shor, o saathi gali mein baj gaya dhol
    Gaanv mein mach gaya shor, o saathi gali mein baj gaya dhol
    Tu naache main gaau tere ghungaru mere bol
    O saathi gali mein baj gaya dhol
    Gaanv mein mach gaya shor, o saathi gali mein baj gaya dhol
    Keh le sun le aaj hai mauka, kal mat kehana ho gaya dhoka
    Keh le sun le aaj hai mauka, kal mat kehana ho gaya dhoka
    Laaj sharam ne rasta roka, mann ghugat tan pawan ka jhinka
    Ghunghat mein jal jaayegi tu gori ghunghat khol
    Gaanv mein mach gaya shor, o saathi gali mein baj gaya dhol
    Main naachu tu gaaye mere ghungaru tere bol
    O saathi gali mein baj gaya dhol
    O saathi gali mein baj gaya dhol

    Surat murat kaisi kaisi, eknahi par tere jaisi
    Surat murat kaisi kaisi, eknahi par tere jaisi
    Main toh hoon sab logon jaisi, haay mujhame kya baat hai aisi
    Geet ke mukhade sa mukhada, sangeet se mithe bol
    Are gaanv mein mach gaya shor, o saathi gali mein baj gaya dhol
    Tu naache main gaau tere ghungaru mere bol
    O saathi gali mein baj gaya dhol, are gali mein baj gaya dhol

    Haay haay meri ungali marodi, are tune meri chudi todi
    Haay haay meri ungali marodi, are tune meri chudi todi
    Chhod shikaayat lambi chaudi, shor jyaada chot hai thodi
    Maaru ke chhodu tere saath suluk karu kya bol
    O o o o gaanv mein are gaanv mein mach gaya shor saathi
    Gali mein baj gaya dhol
    Tu naache main gaau tere ghungaru mere bol
    O saathi gali mein baj gaya dhol, are gali mein baj gaya dhol

    Bansi bajaaye kishan kanhaiya, o raadha naache ta ta thaiya
    Bansi bajaaye kishan kanhaiya, o raadha naache ta ta thaiya
    Tum kyun pichhe chhupake khade ho, tum bhi naacho ganga maiya
    Saans bahu sang sang naache toh, duniya jaaye dol
    Are gaanv mein mach gaya shor o saathi gali mein baj gaya dhol
    Tu naache main gaau tere ghungaru mere bol
    O saathi gali mein baj gaya dhol
    Are gaanv mein mach gaya shor o saathi gali mein baj gaya dhol
    Are gaanv mein mach gaya shor o saathi gali mein baj gaya dhol.

    Posted by Priyanka Shukla
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Gaon Mein Mach Gaya mp3 song, Gaon Mein Mach Gaya lyrics, Gaon Mein Mach Gaya Lyrics, Lyrics Gaon Mein Mach Gaya, Gaon Mein Mach Gaya hindi lyrics, Gaon Mein Mach Gaya hindi movie songs, Gaon Mein Mach Gaya bollywood songs, Gaon Mein Mach Gaya bollywood songs lyrics Download Gaon Mein Mach Gaya mp3 song