BollywoodTarane

    Download Gaa ke jiyoto song

    Atithi 1978

    Free Gaa ke jiyoto mp3 song

    We presents for now Gaa ke jiyoto mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Gaa ke jiyoto
    Artist : Kishor Kumar
    Save As
    Gaa ke jiyoto Song Lyrics
    Song Title = Ga ke Jiyo To Geet Hai Ye Jindagi
    Movie/Album = Atithee (1978)
    Singer = Anuradha Paudwal, Kishore Kumar,
    Kanchan
    Music Director = Kalyanji Anandji
    Song Lyricists = Anjaan

    Mp3 Song Lyrics

    gaa ke jiyo to geet hai ye zindagi ro ke jiyo to rona hai
    rona hai rona hai gaa ke jiyo to geet hai ye zindagi
    gaa ke jiyo to geet hai ye zindagi
    ro ke jiyo to rona hai hum kyo soche kal kya hoga
    hoga vahi jo hona hai gaa ke jiyo to geet hai ye zindagi

    ek din aaye ek din jaye do din me soo rang dikhaye
    shaam savere ye sanso ke deep jalaye deep bhujhaye
    is jiwan me kya jane kab kya pakar kya khona hai
    gaa ke jiyo to geet hai ye zindagi
    gaa ke jiyo to geet hai ye zindagi

    din bole ye mausam badle mausam ki ye sargam badae
    aachal mahke kajal bahke ye payal ki cham cham badle
    dil chhukar jo din badle vo mausam bada salona hai
    gaa ke jiyo to geet hai ye zindagi
    gaa ke jiyo to geet hai ye zindagi

    raat andhari subha sinduri par dono me kya hai duri
    man ka dhiraj tute na tu puri ho har aas adhuri
    sukh dukh ke phulo se ab to jiwan haar pirona hai
    gaa ke jiyo to geet hai ye zindagi
    ro ke jiyo to rona hai hum kyo soche kal kya hoga
    hoga vahi jo hona hai gaa ke jiyo to geet hai ye zindagi
    gaa ke jiyo to geet hai ye zindagi

    Posted by : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Gaa ke jiyoto mp3 song, Gaa ke jiyoto lyrics, Gaa ke jiyoto Lyrics, Lyrics Gaa ke jiyoto, Gaa ke jiyoto hindi lyrics, Gaa ke jiyoto hindi movie songs, Gaa ke jiyoto bollywood songs, Gaa ke jiyoto bollywood songs lyrics Download Gaa ke jiyoto mp3 song