BollywoodTarane

    Download Ek akela is shaher mein song

    Gharaonda 1977

    Free Ek akela is shaher mein mp3 song

    We presents for now Ek akela is shaher mein mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Ek akela is shaher mein
    Artist : Bhupendra
    Save As
    Ek akela is shaher mein Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Ek akela is shaher mein
    Movie / Album Name = Gharaonda 1977
    Singers = Bhupinder Singh
    Song Lyricists = Gulzar
    Music Composer = Jaidev Kumar
    Director = Bhimsain Khurana
    Music Label = Saregama
    Starring = Amol Palekar, Zarina Wahab, Sadhu Mehar, Shreeram Lagoo


    mp3 songs


    Hmm hmm hmm
    Aa ha ha ha ha

    Ek akela is sheher mein
    Raat mein aur dopahar mein
    Aabodaana dhoondhta hai
    Aashiyaana dhoondhta hai

    Ek akela is sheher mein
    Raat mein aur dopahar mein
    Aabodaana dhoondhta hai
    Aashiyaana dhoondhta hai
    Ek akela is sheher mein

    Din khaali khaali bartan hai
    Din khaali khaali bartan hai
    Aur raat hai jaise andhaa kuaan
    In sooni andheri aankhon mein
    Aansoo ki jagah aata hai dhuaan
    Jeene ki wajah to koi nahin
    Marne ka bahaana dhoondhta hai
    Dhoondhta hai
    Dhoondhta hai

    Ek akela is sheher mein
    Raat mein aur dopahar mein
    Aabodaana dhoondhta hai
    Aashiyaana dhoondhta hai
    Ek akela is sheher mein
    In umr se lambi sadkon ko
    In umr se lambi sadkon ko
    Manzil pe pahunchte dekha nahin
    Bas daudti phirti rehti hain
    Hum ne to theherte dekha nahin
    Is ajnabee se sheher mein
    Jaana pehchaana dhoondhta hai
    Dhoondhta hai
    Dhoondhta hai

    Ek akela is sheher mein
    Raat mein aur dopahar mein
    Aabodaana dhoondhta hai
    Aashiyaana dhoondhta hai
    Ek akela is sheher mein
    Hmm hmm hmm hmm
    Hmm hmm hmm hmm...


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Ek akela is shaher mein mp3 song, Ek akela is shaher mein lyrics, Ek akela is shaher mein Lyrics, Lyrics Ek akela is shaher mein, Ek akela is shaher mein hindi lyrics, Ek akela is shaher mein hindi movie songs, Ek akela is shaher mein bollywood songs, Ek akela is shaher mein bollywood songs lyrics Download Ek akela is shaher mein mp3 song