BollywoodTarane

    Download Ek Sawal Mai Karoon song

    Sasural 1961

    Free Ek Sawal Mai Karoon mp3 song

    We presents for now Ek Sawal Mai Karoon mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Ek Sawal Mai Karoon
    Artist : Mohammad Rafi
    Save As
    Ek Sawal Mai Karoon Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Ek Sawal Mai Karoon
    Song Lyrics Movie : Sasural (1961)
    Singer(s) : Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
    Music By : Shankar-Jaikishan
    Lyricist(s) : Shailendra

    mp3 songs

    (Ek sawaal main karun, ek sawaal tum karo - (2)
     Har sawaal ka sawaal hi jawaab ho) - (2)
     Ek sawaal main karun, ek sawaal tum karo
     
     Pyaar ki bela saath sajan ka, phir kyon dil ghabaraaye
     Naihar se ghar jaati dulhan, kyon nainaa chhalkaaye
     Hai maalum ki jaana hoga, duniya ek saraay
     Phir kyon jaate waqt musaafir roye aur rulaaye - (2)
     Ek sawaal main karun, ek sawaal tum karo
     (Sargam)
     
     Chaand ke maathe daag hai, phir bhi chaand ko laaj na aaye
     Usaka ghatata badhata chehara kyon sundar kahlaaye
     Kaajal se nainon ki shobha kyon duguni ho jaaye
     Gore gore gaal pe kaala til kyon mann ko bhaaye - (2)
     Ek sawaal main karun, ek sawaal tum karo
     
     Ujiyaare mein jo parachhaayi pichhe pichhe aaye
     Wahi andhera hone par kyon saath chhod chhup jaaye
     Sukh mein kyon ghere rahate hain apane aur paraaye
     Buri ghadi mein kyon har koyi dekh ke bhi kataraaye -(2)
     Ek sawaal main karun, ek sawaal tum karo - (2)
     Har sawaal ka sawaal hi jawaab ho
     Ek sawaal main karun, ek sawaal tum karo - (2)

    Posted by : {Anju}



    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Ek Sawal Mai Karoon mp3 song, Ek Sawal Mai Karoon lyrics, Ek Sawal Mai Karoon Lyrics, Lyrics Ek Sawal Mai Karoon, Ek Sawal Mai Karoon hindi lyrics, Ek Sawal Mai Karoon hindi movie songs, Ek Sawal Mai Karoon bollywood songs, Ek Sawal Mai Karoon bollywood songs lyrics Download Ek Sawal Mai Karoon mp3 song