BollywoodTarane

    Download Ek Sawal Hai song

    Bhoot Bangla 1965

    Free Ek Sawal Hai mp3 song

    We presents for now Ek Sawal Hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Ek Sawal Hai
    Artist : Kishor Kumar
    Save As
    Ek Sawal Hai Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Ek Sawal Hai
    Song Lyrics Movie : Bhoot Bangla (1965)
    Singers:Kishore Kumar

    mp3 songs

        Hey, hey
        Are haan, haan
        Ek sawaal hai
        Tumse yeh mera
        Duniya ki raahon mein
        Darte ho kyon bhala
        Ek sawaal hai
        Tumse yeh mera
        Duniya ki raahon mein
        Darte ho kyon bhala
        Bachchon, darte ho kya
        Haan
        Kis se
        Bhooton se

        Jaan lo, tum yeh jaan lo
        Are koi nazdin pari
        Khuda ka naam lo
        Jaan lo, tum yeh jaan lo
        Koi nazdin pari
        Khuda ka naam lo
        Hum nahin maante
        Jhoothi kahaniyaan
        Hum nahin maante
        Jhoothi kahaniyaan
        Are re hey hey hey, ho ho ho
        Hey, hey
        Are haan, haan

        Ek sawaal hai, tumse yeh mera
        Duniya ki raahon mein
        Darte ho kyon bhala
        Are ab bhi darte ho kya
        Haan
        Ab kis se darte ho
        Roohon se
        Bakwaas band
        Roohein, hawaa ke jhonke hain
        Hamare dil ke
        Sunhere dhoke hain
        Daro mat, kya samjhe
        Roohein, hawaa ke jhonke
        Hamare dil ke, sunhere dhoke
        Insaan se badhkar, koi na zaalim
        Insaan se badhkar, koi na zaalim
        Are re hey hey hey, ho ho ho
        Hey, hey
        Are haan, haan

        Ek sawaal hai, tumse yeh mera
        Duniya ki raahon mein
        Darte ho kyon bhala
        Bolo bachchon, ab kya hai
        Ab hum nahin darte
        Hum to sher ban gaye
        Shaabaash, shaabaash
        Laadlon, sab ke laadlon
        Bhaagein yeh bhoot bhi
        Tum jaise sher she
        Laadlon, sab ke laadlon
        Bhaagein yeh bhoot bhi
        Tum jaise sher se
        Shaitaan ke baap ho
        Table ki thaap ho haan haan
        Shaitaan ke baap ho
        Table ki thaap ho
        Shaitaan ke baap ho
        table ki thaap ho
        Are re hey hey hey, ho ho ho
        Hey, hey
        Are haan, haan

        Ek sawaal hai, tumse yeh mera
        Duniya ki raahon mein
        Darte ho kyon bhala
        Ek sawaal hai, tumse yeh mera
        Duniya ki raahon mein
        Darte ho kyon bhala




    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Ek Sawal Hai mp3 song, Ek Sawal Hai lyrics, Ek Sawal Hai Lyrics, Lyrics Ek Sawal Hai, Ek Sawal Hai hindi lyrics, Ek Sawal Hai hindi movie songs, Ek Sawal Hai bollywood songs, Ek Sawal Hai bollywood songs lyrics Download Ek Sawal Hai mp3 song