BollywoodTarane

    Download Ek Roz Main Tadap song

    Bemisaal 1982

    Free Ek Roz Main Tadap mp3 song

    We presents for now Ek Roz Main Tadap mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Ek Roz Main Tadap
    Artist : XYZ
    Save As
    Ek Roz Main Tadap Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Ek Roz Main Tadap Kar
    Song Lyrics Movie : Bemisal (1982)
    Music Director: Burman R D
    Director: Hrishikesh Mukherjee
    Producer: Debesh Ghosh
    Lyrics: Anand Bakshi

    mp3 songs

    Ek Roz Main Tadapkar, Is Dil Ko Thaam Loonga
    Ek Roz Main Tadapkar, Is Dil Ko Thaam Loonga
    Mere Haseen Qaatil, Main Tera Naam Loonga
    Haan Tera Naam Loonga, Main Tera Naam Loonga
    Ek Roz Main Tadapkar, Is Dil Ko Thaam Loonga
    Mere Haseen Qaatil, Main Tera Naam Loonga
    Main Tera Naam Loonga, Main Tera Naam Loonga
    Tune Mujhe Jagaaya, Sone Na Doonga Tujhko
    Hasne Na Doonga Tujhko, Rone Na Doonga Tujhko
    Tune Mujhe Jagaaya, Sone Na Doonga Tujhko
    Hasne Na Doonga Tujhko, Rone Na Doonga Tujhko
    Koi Payaam Doonga, Koi Payaam Loonga
    Mere Haseen Qaatil, Main Tera Naam Loonga
    Haan Tera Naam Loonga, Main Tera Naam Loonga
    Teri Kasam Na Kuch Bhi, Tujhse Chhupaaoonga Main
    Har Baat Apne Dil Ki, Tujhko Sunaaoonga Main
    Teri Kasam Na Kuch Bhi, Tujhse Chhupaaoonga Main
    Har Baat Apne Dil Ki, Tujhko Sunaaoonga Main
    Lekin Zubaan Ke Badle, Aankhon Se Kaam Loonga
    Mere Haseen Qaatil, Main Tera Naam Loonga
    Haan Tera Naam Loonga, Main Tera Naam Loonga
    Haasil Na Hogi Tujhko, Aise Meri Mohabbat
    Chaahat Ki Yaar Tujhko, Deni Padegi Keemat
    Haasil Na Hogi Tujhko, Aise Meri Mohabbat
    Chaahat Ki Yaar Tujhko, Deni Padegi Keemat
    Sauda Na Muft Hoga, Main Dil Ke Daam Loonga
    Mere Haseen Qaatil, Main Tera Naam Loonga
    Haan Tera Naam Loonga, Main Tera Naam Loonga
    Ek Roz Main Tadapkar, Is Dil Ko Thaam Loonga
    Mere Haseen Qaatil, Main Tera Naam Loonga
    Haan Tera Naam Loonga, Main Tera Naam Loonga



    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Ek Roz Main Tadap mp3 song, Ek Roz Main Tadap lyrics, Ek Roz Main Tadap Lyrics, Lyrics Ek Roz Main Tadap, Ek Roz Main Tadap hindi lyrics, Ek Roz Main Tadap hindi movie songs, Ek Roz Main Tadap bollywood songs, Ek Roz Main Tadap bollywood songs lyrics Download Ek Roz Main Tadap mp3 song