BollywoodTarane

    Download Ek Raja Ki Sunlo Kahani song

    Mehrban 1967

    Free Ek Raja Ki Sunlo Kahani mp3 song

    We presents for now Ek Raja Ki Sunlo Kahani mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Ek Raja Ki Sunlo Kahani
    Artist : Lata Mangeshkar
    Save As
    Ek Raja Ki Sunlo Kahani Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Ek Raja Ki Sunlo Kahani
    Song Lyrics Movie : Mehrban (1967)
    Singers : Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
    Song Lyricists : Rajendra Krishan
    Music Composer : Ravi Shankar Sharma (Ravi)
    Music Director : Ravi Shankar Sharma (Ravi)
    Director : A. Bhimsingh
    Music Label : Saregama
    Starring : Bharathi, Ramesh Deo, Sunil Dutt, Jankidas, Jayanthi, Padma Khanna, Raj Kishore

    mp3 songs

    Ek raja ki sun lo kahani
        Ek raja ki sun lo kahani
        Kahi hathi na ghode na sena koi
        Na kahi thi koi rajdhani
        Ek raja ki sun lo kahani
        Ek raja ki sun lo kahani

        Teen bete the aankho ke tare
        Bade pyare pyare dilo ke sahare
        Wo the raja ke anmol moti
        Nigaho ke jyoti the maa ke dulare
        Palko ki chhav mein
        Ghujara tha bachpan
        Masti mein gujari jawani
        Ek raja ki sun lo kahani
        Ek raja ki sun lo kahani

        Ek aisa agar din bhi aaya
        Jisne raja ko nirdhan banaya
        Ho gaye khali sare khazane
        Haye kaisa yeh andher chhaya
        Ujad gaya do roz mein
        Basa basaya raj
        Kal tak jaha bahar thi
        Dhul ude hai aaj
        Wo jo bete the aankho ke tare
        Raja rani ke dil sahare
        Kaam aise mein
        Wo bhi na aaye
        Chhupte firte the a
        Ankhe chhupaye
        Aaram ke sathi kya kya the
        Jab waqt padha to koi nahi
        Dhan dhaulat ke
        Sab rishte hai
        Dhan ruth gaya to koi nahi
        Kaun girte ko deta sahara
        Wo raja bechara thaka
        Aur hara
        Sochta tha kaha hai wo moti
        Wo aankho ki jyoti bane
        Jo sahara
        Raja to chup chap pita
        Tha aanshu
        Chup chup ke roti thi rani
        Ek raja ki sun lo kahani
        Ek raja ki sun lo kahani

        Ho gaya apna khun paraya
        Ho gaya apna khun paraya
        Kaam magar ek chakar aaya
        Ek bhola insaan waha tha
        Bachpan se mehman waha tha
        Usne tukde khaye
        Sada usi ke panv dhabaya
        Un bedardo ki mehfil mein
        Ek wahi hamdard bacha tha
        Lekin malik ko kya deta
        Bechare ke paas hi kya tha
        Bechare ke paas hi kya tha

        Apne malik me kadmo
        Mein ro ro ke
        Khush hota charan uske
        Dho dho ke
        Apna tan man nayochhavar
        Wo karta raha
        Ek ishare pe malik ke
        Marta raha
        Hai kahani baat magar
        Pal hi ki hai
        Na samjhna ise tum purani
        Ek raja ki sun lo kahani
        Ek raja ki sun lo kahani
        Kahi hathi na ghode na sena koi
        Na kahi thi koi rajdhani
        Ek raja ki sun lo kahani
        Ek raja ki sun lo kahani.

    Posted by : {Anju}



    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Ek Raja Ki Sunlo Kahani mp3 song, Ek Raja Ki Sunlo Kahani lyrics, Ek Raja Ki Sunlo Kahani Lyrics, Lyrics Ek Raja Ki Sunlo Kahani, Ek Raja Ki Sunlo Kahani hindi lyrics, Ek Raja Ki Sunlo Kahani hindi movie songs, Ek Raja Ki Sunlo Kahani bollywood songs, Ek Raja Ki Sunlo Kahani bollywood songs lyrics Download Ek Raja Ki Sunlo Kahani mp3 song