BollywoodTarane

    Download Ek Machhar song

    Yeshwant 1996

    Free Ek Machhar mp3 song

    We presents for now Ek Machhar mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Ek Machhar
    Artist : XYZ
    Save As
    Ek Machhar Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Ek Machhar
    Song Lyrics Movie : Yeshwant (1997)
    Singer:Pt. Rabindra Atibudhi, Krityea
    Music By:Ram Lakshman
    Lyricist:Suroor Luckhnavi

    mp3 songs

    ek machhar, ek machhar sala aadami ko ijada bana deta hai
    ek khatmal puri rat ko apahij kar deta hai
    ek machhar sala aadami ko ijada bana deta hai
    mat aao mere pas rahne do mujhe akela
    ladne do mujhe apni ladayi kabhi na kabhi to jhut ka
    gala ghotegi sachayi,
    lekin sala ek machhar aadami ko ijada bana deta hai
    subha ghar se niklo bhid ka ek hisa bano
    sham ko ghar jao, daru pio, bache pada karo
    aur subha talak phir ek bar mar jao
    kyoki aatma aur andar ka insan mar chuka hai
    jine ke ghinone samjhote kar chuka hai
    sala ek machhar aadami ko ijada bana deta hai

    uchi dukan fika pakwan khadar ki langoti
    chandani ka pikdan so me se asi biman phir
    bhi mera desh mahan

    topi lagaye machhar kahta hai
    desh ke logo me samta ki bhawana aa rahi hai
    isiliye to badi machhali chhoti ko kha rahi ahi
    hamare chune huye kute, hume hi kate hai
    humare hise ki rotiya apas me bate hai
    human gand se bhari unki aawaj se nage raste kapte hai
    kal peda huye bache, ek sans lete huye hapte hai
    satano ki najayaj aolad talkha macha rahi hai
    aur hum hum bhagwan ke chehte janwar insan
    zindagi ko gali banaye bethe hai kya kare, sala
    sala ek machhar aadami ko ijada bana deta hai

    giro salo giro giro giro to lekin giro
    us jharne ki tarha jo parwat ki uchai se
    gir ke bhi  apni sundarta khone nahi deta
    zamin ke tah se milke bhi apne astitav ko mitane nahi deta
    lekin itana sochane ke liye waqt hai kiske pas, kyoki
    sala ek machhar aadami ko ijada bana deta hai

    mandir, masjid ki ladayi me mar gaye lakho insan
    dharam aur mhjab ke naam par ho gaye hajaro kurban
    jis ne anyay ke virod me bali ko mara, rawan ko mot ke ghat utara
    punay ko pap se ubhara, mujhe us ram ki talash hai magar
    lagta hai is yug ke ram ko aajivan vanvas hai, kya kare
    kyoki, sala ek machhar aadami ko ijada bana deta hai
    ye machhar, ye machhar, jiska kichado me ghar hai
    naliyo me basera hai, iski pahchan ye hai ke ye na tera na mera hai
    ye machhar ijada bana dega, ijada bana dega
    kabhi satan aayege, mere darwaje par dastak dege
    jahan ki talashi lege, phir jal utege, us waqt mai daruga nahi
    apne sharir ko dhal, hath ko talwar banuga, ek na ek din to
    tum mera hath chumoge, karo, aaj mujhe badnaam karo nilam karo
    nilami ke liye kya hai mere pas, jalte huye aanshuo ka aeshas
    mana, magar mai tumse badala luga, tumhari aakhiri boli par
    mere do sanso tharo tumhe fokat me duga, kyoki salo ek machhar
    ne tumhe ijada bana diya hai


    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Ek Machhar mp3 song, Ek Machhar lyrics, Ek Machhar Lyrics, Lyrics Ek Machhar, Ek Machhar hindi lyrics, Ek Machhar hindi movie songs, Ek Machhar bollywood songs, Ek Machhar bollywood songs lyrics Download Ek Machhar mp3 song