BollywoodTarane

    Download Ek Hai Jharna song

    Harishchandra Taramati 1963

    Free Ek Hai Jharna mp3 song

    We presents for now Ek Hai Jharna mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Ek Hai Jharna
    Artist : Mohammad Rafi
    Save As
    Ek Hai Jharna Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Ek Hai Jharna
    Song Lyrics Movie : Harishchandra Taramati (1963)
    Singers : Mohammed Rafi
    Song Lyricists : Virendra Mishra
    Music Composer  : Hridaynath Mangeshkar
    Music Director : Hridaynath Mangeshkar
    Director : B K Adarsh
    Music Label : Saregama
    Starring : Pradeep Kumar, Madhumati

    mp3 songs

     Ek hai jharna ek hai nadiya
        Ek sagar gahra hai
        Ek hai jharna ek hai nadiya
        Ek sagar gahra hai
        Behta jal kab ek jagah par
        Thehra hai
        Ek hai jharna

        Yeh jivan hai janjal ghana
        Jo raja tha chandal bana
        Yeh phulo ki raj kumari
        Rani thi ab hai panihari
        Maa se beta chhut gaya hai
        Iska sapna tut gaya hai
        Tap kar sona kundan banta
        Wohi asli sehra hai
        Behta jal kab ek jagah par
        Thehra hai
        Ek hai jharna

        Hai kam kisi ka hath kisi ke
        Kuch din mithe kuch din tikhe
        Yeh hai dasi ki bhi dasi
        Tan chah kar hai man sanyasi
        Pran palenge raja rani
        Dekhe kis mein kitna pani
        Jo pani ka geet na samjha
        Aisa jag to gahra hai
        Behta jal kab ek jagah par
        Thehra hai
        Ek hai jharna

        Jite ji marna padta hai
        Anchaha karna padta hai
        Dukhiyara darpan rota hai
        Bach ke jite kya hota hai
        Pardesi nanha banjara
        Ab sukha jharna bechara
        Do naino ke jal mein jhaka
        Jag ka kala chehra hai
        Behta jal kab ek jagah par
        Thehra hai
        Ek hai jharna ek hai nadiya
        Ek sagar gahra hai
        Ek hai jharna.

    Posted by : {Anju}





    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Ek Hai Jharna mp3 song, Ek Hai Jharna lyrics, Ek Hai Jharna Lyrics, Lyrics Ek Hai Jharna, Ek Hai Jharna hindi lyrics, Ek Hai Jharna hindi movie songs, Ek Hai Jharna bollywood songs, Ek Hai Jharna bollywood songs lyrics Download Ek Hai Jharna mp3 song