BollywoodTarane

    Download Ek Baichaini Ek Betaabi song

    Nayee Padosan 2003

    Free Ek Baichaini Ek Betaabi mp3 song

    We presents for now Ek Baichaini Ek Betaabi mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Ek Baichaini Ek Betaabi
    Artist : Shankar Mahadevan
    Save As
    Ek Baichaini Ek Betaabi Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Ek Baichaini
    Song Lyrics Movie : Nayee Padosan (2003)
    Singer : Sankar Mahadevan

    mp3 songs

    Shankar:
    Ek bechaini ek betaabi chhaayi hai
    Ho, ek bechaini ek betaabi chhaayi hai
    Nayi padosan jab se rehne aayi hai
    Ho, ek bechaini ek betaabi chhaayi hai
    Nayi padosan jab se rehne aayi hai
    Mukhda hai gora gora, naina hai kaale kaale
    Jisko bhi hankse dekhe, usko paagal kar daale
    Woh mere dil mein samaayi hai
    Nayi padosan jab se rehne aayi hai 

    Vijay:
    Haan, hai ang ang mein jaltarang
    Swar mein bajti shehnaai
    Har saaz mein saje geet raag
    Jab leti hai angdaayi
    Hai ang ang mein jaltarang
    Swar mein bajti shehnaai
    Har saaz mein saje geet raag
    Jab leti hai angdaayi
    Sundari, sundari
     
    Shankar:
    Woh sapnon mein aake jagaaye
    Pyaar mein paagal mujhko banaaye
    Palkein jhuka ke door se dekhe
    Lekin mere paas na aaye
    Uski chaalon mein masti, uski baaton mein jaadu
    Jab se usko dekha hai, main tab se hoon beqaabu
    Oh meri hai sab se paraayi hai
    Nayi padosan jab se rehne aayi hai

    Vijay:
    Aa… boli mein uski veena ki taan
    Adhron pe uske sargam hai
    Choodi mein uski khan khan ki pyaas
    Paayal mein uske chhan chhan hai
    Boli mein uski veena ki taan
    Adhron pe uske sargam hai
    Choodi mein uski khan khan ki pyaas
    Paayal mein uske chhan chhan hai
    Sundari…
     
    Shankar:
    Woh meri yaadon ki dulhaniya
    Aayi zameen pe banke chandaniya

    Neha:
    Ho, deewaanon sa haal ho uska
    Jab jab chhanke meri painjaniya

    Shankar:
    Main uska pehla aashiq, woh meri prem kahaani
    Uspe ye jaan luta doon, woh hai meri zindagaani
    Oh mushkil badi ab judaai hai
    Nayi padosan jab se rehne aayi hai
    Nayi padosan nayi padosan, nayi padosan nayi padosan

    Vijay:
    Ni ni pa ma re sa, hai ang ang mein jaltarang
    Swar mein bajti shehnaai
    Har saaz mein saje geet raag
    Jab leti hai angdaayi
    Hai ang ang mein jaltarang
    Swar mein bajti shehnaai
    Har saaz mein saje geet raag
    Jab leti hai angdaayi
    Bekaar ki yeh zid teri hai

    Shankar:
    Arre nayi padosan meri hai

    Vijay:
    Yeh waqt ki hera pheri hai

    Shankar:
    Woh nayi padosan meri hai

    Vijay:
    Na is mein zara ab deri hai

    Shankar:
    Arre nayi padosan meri hai

    Vijay:
    Woh meri hai

    Shankar:
    Woh meri hai

    Vijay:
    Meri hai

    Shankar:
    Meri hai

    Vijay:
    Woh meri hai

    Shankar:
    Meri hai

    Vijay:
    Woh meri hai

    Shankar:
    Arre meri hai

    Vijay:
    Woh meri

    Shankar & Vijay:
    Meri meri meri meri meri meri



    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Ek Baichaini Ek Betaabi mp3 song, Ek Baichaini Ek Betaabi lyrics, Ek Baichaini Ek Betaabi Lyrics, Lyrics Ek Baichaini Ek Betaabi, Ek Baichaini Ek Betaabi hindi lyrics, Ek Baichaini Ek Betaabi hindi movie songs, Ek Baichaini Ek Betaabi bollywood songs, Ek Baichaini Ek Betaabi bollywood songs lyrics Download Ek Baichaini Ek Betaabi mp3 song