BollywoodTarane

    Download Eena Meena Myna Mo song

    Zokkomon 2011

    Free Eena Meena Myna Mo mp3 song

    We presents for now Eena Meena Myna Mo mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Eena Meena Myna Mo
    Artist : XYZ
    Save As
    Eena Meena Myna Mo Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Eena Meena Myna Mo
    Song Lyrics Movie : Zokkomon (2011)

    Eena meena myana mo eena meena myana mo
     Hanste rehna jo bhi ho hota hai jo hone do
     Duniya mein kitna ulta sidha hai
     Mere dil ne to bas yeh sikha hai
     Jis mein khushi hai wohi zindagi hai gaao
     Eena meena myana mo hota hai jo hone do
     Chehre se chinta aise hata de
     Coat se jaise koi dhul urraa de
     Gham ka macchar na kaate dil ko aisi macchar-daani
     Eena meena myana mo hota hai jo hone do
     Jo hota hai woh kyun hota hai yeh na jaane koi
     Koi kyun paata koi kyun khota hai yeh na jaane koi
     
     Dekho yeh duniya hai kaisa tamasha
     Log subah savaire ghar se nikal aate hain sare
     Aankhon mein le ke woh aasha nirasha
     Aur yun sheher ki sarrkon par phirte maare maare
     Kaisa rekha lagta hai har ek hakka bakka hai
     Cheekham dhaari maara maari kheecham khaachi lakka chuppi suno samjhe
     Jo hota hai woh kyun hota hai yeh na jaane koi..
     Koi kyun paata koi kyun khota hai yeh na jaane koi..
     
     Jis mein khushi hai wohi zindagi hai gaao
     Eena meena myana mo hota hai jo hone do
     Duniya mein hai garbar saari phir bhi yeh duniya hai pyari
     Jaisi bhi hai hai to hamaari aao kyun na esey sanwaarain
     Esey nikhaarain phul khilaeyn pyaar jataeyn pyaar nibhayen
     Dost banayen geet sunayen hota hai hota hai hota hai
     Hota hai kyun hota haim yeh na jaane koi
     Koi kyun paata koi kiyun khota hai yeh na jaane koi


    Posted by: Neha sharma




    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Eena Meena Myna Mo mp3 song, Eena Meena Myna Mo lyrics, Eena Meena Myna Mo Lyrics, Lyrics Eena Meena Myna Mo, Eena Meena Myna Mo hindi lyrics, Eena Meena Myna Mo hindi movie songs, Eena Meena Myna Mo bollywood songs, Eena Meena Myna Mo bollywood songs lyrics Download Eena Meena Myna Mo mp3 song