BollywoodTarane

    Download Dus kahaniyaan dus song

    Dus Kahaniyaan 2007

    Free Dus kahaniyaan dus mp3 song

    We presents for now Dus kahaniyaan dus mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Dus kahaniyaan dus
    Artist : K K
    Save As
    Dus kahaniyaan dus Song Lyrics
    Song Lyrics : Dus Kahaniyaan
    Song Lyrics Movie or Album: Dus Kahaniyaan
    Singer(s): Anchal, K. K.
    Music Director(s): Strings, Anu Malik, Anand Raj Anand, Bappi Lahiri, Shibani Kashyap, Shafqat Ali Khan

    Lyrics

    zindagi idhar toh aa, kuch kahaniyaan suna
    dastaan toh suna, main jinmein dhundu chehra tera
    zindagi aa re, aa re aa aa aa ha
    kahaniyaan toh suna de aa......
    dus sapne hain toote, dus apne hain choote, dus kahaniyaan
    dus baaton baaton mein, dus rishte hain roothe, dus kahaniyaan
    dus dus dus.........

    siyaahi se dil ki, bhare humne panne
    har ik taraf roshni, dhuaan is safar mein
    chalo saath tum bhi hamaare, sitaaron se aage zaraa
    dilo mein kahani ke moti, khwaabon ke dhaage la
    dus sapne hain toote, dus apne hain choote, dus kahaniyaan
    dus baaton baaton mein, dus rishte hain roothe, dus kahaniyaan
    sapne hain toote, apne hain choote
    baaton baaton mein, rishte hain roothe

    kabhi banke khushboo, ye mehka karenge
    kabhi aake neendo mein, tujhko chhuyenge
    inhe khulke mehsoos karlo, ye dastak tujhe de rahi
    khayaalon ne jab tha taraasha, to har kahani bani
    dus sapne hain toote, dus apne hain choote, dus kahaniyaan
    dus baaton baaton mein, dus rishte hain roothe, dus kahaniyaan
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Dus kahaniyaan dus mp3 song, Dus kahaniyaan dus lyrics, Dus kahaniyaan dus Lyrics, Lyrics Dus kahaniyaan dus, Dus kahaniyaan dus hindi lyrics, Dus kahaniyaan dus hindi movie songs, Dus kahaniyaan dus bollywood songs, Dus kahaniyaan dus bollywood songs lyrics Download Dus kahaniyaan dus mp3 song