BollywoodTarane

    Download Duniya main koi yaar song

    Amber 1952

    Free Duniya main koi yaar mp3 song

    We presents for now Duniya main koi yaar mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Duniya main koi yaar
    Artist : Lata Mangeshkar
    Save As
    Duniya main koi yaar Song Lyrics
    Title : Duniya Mein Nahin Koi Yaar
    Movie/Album Name: AMBER-1952
    Singer(s) : LATA MANGESHKAR, RAFI

    Lyrics:

    lata:
    duniyaa mein-2
    duniyaa mein nahin koi yaar wafaadaar
    zamaana sach kehata hai-2
    yahaan karnaa kisi se pyaar hai bekaar
    zamaana sach kehata hai-2

    rafi:
    dukh-dard ka hai bazaar ye sansaar
    zamaana sach kehata hai-2
    milana hai yahaan dushwaar dil ko qaraar
    zamaana sach kehata hai-2

    lata:
    kar gaye who bhi ham se kinaara
    jin ko basaaya mann mein
    pyaar ki baazi jeet saka hai
    koi na is jeevan mein-2
    hoti hai yahaan har bar dil ki haar
    zamaana sach kehata hai-2

    rafi:
    kismat ne majboor banaakar
    chheen liya sukh ham se
    kaaya ki is qaid mein aa kar
    koun bachaa hai gham se-2
    chalate hai yahaan par vaar, gham ke hazaar
    zamaana sach kehata hai-2

    lata:
    duniyaa mein nahin koi yaar wafaadaar
    zamaana sach kehata hai-2

    Posted by: Jui Bhattacharya
    Duniya main koi yaar Video Song

    duniya me nahi koi yar wafadar_ Amber1952_Nargis& RajKapoor_Rafi _Lata_ Shakeel_Ghulam Mohd_a tribut

    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Duniya main koi yaar mp3 song, Duniya main koi yaar lyrics, Duniya main koi yaar Lyrics, Lyrics Duniya main koi yaar, Duniya main koi yaar hindi lyrics, Duniya main koi yaar hindi movie songs, Duniya main koi yaar bollywood songs, Duniya main koi yaar bollywood songs lyrics Download Duniya main koi yaar mp3 song