BollywoodTarane

    Download Duniya Me Kaam Karo song

    Garibon Ka Daata 1988

    Free Duniya Me Kaam Karo mp3 song

    We presents for now Duniya Me Kaam Karo mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Duniya Me Kaam Karo
    Artist : Sukhwinder Singh
    Save As
    Duniya Me Kaam Karo Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Duniya Me Kaam Karo
    Song Lyrics Movie = Garibon Ka Daata (1988)
    Singers = Alka Yagnik, Anup Jalota, Shailendra Singh, Sukhwinder Singh
    Song Lyricists = Anand Bakshi
    Music Composer = Bappi Lahiri
    Director = Ramesh Ahuja
    Music Label = T-Series
    Starring = Mithun Chakraborty, Bhanupriya, Sumeet Saigal, Kader Khan,
    Prem Chopra, Divya Rana, Aruna Irani, Shakti Kapoor
    Release on = 26th May, 1989


    mp3 songs


    Duniya mein kaam karo
    Kaam karo naam karo
    Are duniya mein kaam karo
    Kaam karo naam karo
    Chhoto se pyaar karo,
    Badon ko salaam karo
    Are badon ko salaam karo
    Are duniya mein kaam karo
    Kaam karo naam karo
    Chhoto se pyaar karo
    Badon ko salaam karo
    Are badon ko salaam karo

    Usko bada mat samjho
    Jiske paas paisa hai
    Are jiske paas paisa hai
    Jindagi pe hum sab ka
    Hakk to ek jaisa hai
    Hakk to ek jaisa hai
    Usko bada mat samjho
    Jiske paas paisa hai
    Jindagi pe hum sab ka
    Hakk to ek jaisa hai
    Wo jo apni takat se
    Hakk kisi ka marega
    Hakk kisi ka marega
    Usko bure naamo se
    Ye jahan pukarega
    Ye jahan pukarega
    Are naam apna duniya mein
    Tum na badnaam karo
    Chhoto se pyaar karo
    Badon ko salaam karo
    Are badon ko salam karo
    Are duniya mein kaam karo
    Kaam karo naam karo
    Chhoto se pyaar karo
    Badon ko salaam karo
    Are badon ko salam karo

    Ek sabka malik hai saare uske bande hai
    Saare uske bande hai
    Jo ye nahi manate unke jahan gande hai
    Hann, unke jahan gande hai
    Ek sabka malik hai saare uske bande hai
    Saare uske bande hai
    Jo ye nahi manate unke jahan gande hai
    Kya fayda hai aapas mein yaar ladne se
    Aapas  mein yaar ladne se
    Matlab to hai apne rab ko yaad karne se
    Rab ko yaad karne se
    Chahe allah allah karo chahe ram karo
    Chahe allah allah karo chahe ram karo

    Duniya mein kaam karo kaam karo naam karo
    Chhoto se pyaar karo badon ko salaam karo
    Are badon ko salaam karo
    Duniya mein kaam karo kaam karo naam karo
    Chahe allah allah karo chahe ram karo
    Duniya mein kaam karo kaam karo naam karo
    Chhoto se pyaar karo bado ko salaam karo
    Duniya mein kaam karo kaam karo naam karo
    Chahe allah allah karo chahe ram karo
    Chahe allah allah chahe ram ram..
    Allah allah ram ram
    Allah allah ram ram...


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Duniya Me Kaam Karo mp3 song, Duniya Me Kaam Karo lyrics, Duniya Me Kaam Karo Lyrics, Lyrics Duniya Me Kaam Karo, Duniya Me Kaam Karo hindi lyrics, Duniya Me Kaam Karo hindi movie songs, Duniya Me Kaam Karo bollywood songs, Duniya Me Kaam Karo bollywood songs lyrics Download Duniya Me Kaam Karo mp3 song