BollywoodTarane

    Download Do Kadam Aur Sahi song

    Meenaxi 2004

    Free Do Kadam Aur Sahi mp3 song

    We presents for now Do Kadam Aur Sahi mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Do Kadam Aur Sahi
    Artist : Sonu Nigam
    Save As
    Do Kadam Aur Sahi Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Do Kadam Aur Sahi 
    Song Lyrics Movie : Meenaxi (2004)
    Singer : Sonu Nigam
    Music : A R Rahman
    Lyrics by : Rahat Indori

    mp3 songs

    zi.ndagii haath milaa

    saath chal saath me.n aa

    umr bhar saath rahii

    he he-he
    do qadam aur sahii -4


    ko_ii suuraj kii Dagar

    ko_ii sone kaa nagar

    chaa.Nd ke rath pe chale

    jahaa.N Thahare ye nazar

    dhuup dariyaa_o.n me.n hai

    phir safar paa.Nvo.n me.n hai

    dil kaa aawaaraa diyaa

    duusare gaa.Nvo.n me.n hai

    aa_o chale.n ham wahii.n

    do qadam aur sahii -4


    Kaab Dhalate hai.n jahaa.N

    dil pighalate hai.n jahaa.N

    aa_o chalate hai.n vahii.n

    wo zamii.n duur nahii.n

    dostii hogii wahaa.N

    roshanii hogii wahaa.N

    us ujaale ke liye

    jal chuke laakho.n diye

    ek ham aur sahii

    do qadam aur sahii -4

    kis kii aawaaz hai sun

    ye nayaa saaz hai sun

    kaun detaa hai sadaa

    chal ke dekhe.n to zaraa

    raah wiiraan sahii

    raat sunasaan sahii

    har gha.Dii saath rahe

    kitane Gam saath sahe

    tho.De Gam aur sahii

    do qadam aur sahii -4




    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Do Kadam Aur Sahi mp3 song, Do Kadam Aur Sahi lyrics, Do Kadam Aur Sahi Lyrics, Lyrics Do Kadam Aur Sahi, Do Kadam Aur Sahi hindi lyrics, Do Kadam Aur Sahi hindi movie songs, Do Kadam Aur Sahi bollywood songs, Do Kadam Aur Sahi bollywood songs lyrics Download Do Kadam Aur Sahi mp3 song