BollywoodTarane

    Download Din Raat Badalte Hai song

    Naya Sansar 1959

    Free Din Raat Badalte Hai mp3 song

    We presents for now Din Raat Badalte Hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Din Raat Badalte Hai
    Artist : Hemant Kumar
    Save As
    Din Raat Badalte Hai Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Din Raat Badalte Hai
    Song Lyrics Movie : Naya Sansar (1959)
    Singer:Hemant Kumar
    Music By:Chitragupt
    Lyricist:Rajinder Krishan

    mp3 songs

    din raat badalte hain
    haalaat badalte hain
    saath saath mausam ke
    phool aur paat badalte hain
    ho din raat badalte hain
    haalaat badalte hain
    saath saath mausam ke
    phool aur paat badalte hain
    ho din raat badalte hain

    kabhi hameshaa dhoop rahi
    na sadaa rahi kabhi chhaanv
    ek jagah par kabhi ruke naa
    waqt ke chalte paanv
    baske ujadte ujadke baste
    dekhen kitne gaanv
    arre din raat badalte hain
    haalaat badalte hain
    saath saath mausam ke
    phool aur paat badalte hain
    ho din raat badalte hain

    beet hi jaayegi patjhad
    phir aayegi hariyaali
    aaj hai jo daali sooni
    kal hogi phoolon waali
    kaun chandaniyaa ko poochhe
    jo na ho ratiyaan kaali
    arre din raat badalte hain
    haalaat badalte hain
    saath saath mausam ke
    phool aur paat badalte hain
    ho din raat badalte hain

    ye jeewan ek bahti nadiyaa
    dukh sukh iske rele
    phool ki aashaa karnewaale
    pahle kaante le le
    kyaa jaane wo khushi ki keemat
    jo na dard se khele
    arre din raat badalte hain
    haalaat badalte hain
    saath saath mausam ke
    phool aur paat badalte hain
    ho din raat badalte hain




    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Din Raat Badalte Hai mp3 song, Din Raat Badalte Hai lyrics, Din Raat Badalte Hai Lyrics, Lyrics Din Raat Badalte Hai, Din Raat Badalte Hai hindi lyrics, Din Raat Badalte Hai hindi movie songs, Din Raat Badalte Hai bollywood songs, Din Raat Badalte Hai bollywood songs lyrics Download Din Raat Badalte Hai mp3 song