BollywoodTarane

    Download Dilrubaon Ke Jalwe song

    Dulha Mil Gaya 2010

    Free Dilrubaon Ke Jalwe mp3 song

    We presents for now Dilrubaon Ke Jalwe mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Dilrubaon Ke Jalwe
    Artist : Amit Kumar
    Save As
    Dilrubaon Ke Jalwe Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Dilrubaon Ke Jalwe
    Song Lyrics Movie : Dulha Mil Gaya (2010)
    Singer(s): Amit Kumar, Monali
    Music Director: Lalit Pandit
    Lyricist: Mudassar Aziz


    mp3 songs


    Koi aashiq hua daulat pe, koi shaurat pe
    Kisi ne haar diya dil, khuda ki ibaadat pe
    Daad deta hai zamana, phir hame kis liye aakhir
    Ke hum to khud lutaye baithe hain ek aafat pe..

    Hey you, all you guys lets do it right, fire
    Burning is the love tonight, jalwa
    This is what the ladies is gonna to get tonight
    Love is the game, you be losing sight
    Game of love, thats right come on
    Going round n round, I like that
    Mera dil dooba, check it out now baby

    O meri dilruba, O meri dilruba
    Dilrubaon ke jalwe tauba, Dilrubaon ke jalwe
    Dilrubaon ke jalwe tauba, Dilrubaon ke jalwe
    Haibalaon ke jalwe tauba, Bewafaon ke jalwe
    Jaanta hai ye sara aalam, dil bechara kahe kya
    Aa rahi hai jo zulfein chulke unn hawaon ke jalwe

    Inn ki adaa rahi marr gaye hum
    Bade mashoor hai inn ke sitam
    Inn ki gali mein kabhi mil jo gaya
    Samjho hua phir kissa khatam
    Bhule hain bhatke hain zulfon mein attke hain,
    hum ko bacha le khuda, lets do it
    Dilrubaon ke jalwe tauba, Dilrubaon ke jalwe
    Haibalaon ke jalwe tauba, Bewafaon ke jalwe..

    Game of love, going round n round
    Mera dil dooba, o meri dilruba, o meri dilruba

    Gesumo ka yeh gehra badal, jiski duniya pe chaheya
    Zindagi jee gaya woh aashiq, jisne mehboob paya
    Paa gaya khuda woh aa .. dil ye dil ye dil jisne gawaya, ya solve the river
    Aankh chaani hai sehraon ki, chaahat hatheli pe rakh ke
    Inn ki raahon ko roshan kar ke, dil bhi humne jalaya
    Saare zamane se door huye, khud pagal mashoor huye
    Inn ko manane mein sadiyan gayi, kish mish sab ankool huye
    Inn nigahon ke dhoop chaon ke sau jafaon ke uff adaaon ke jalwe tauba dilrubaon ke jalwe
    Dilrubaon ke jalwe tauba, Dilrubaon ke jalwe
    Ni ni sa sa re ga ma ..

    Yo ya break it down, you want folded side
    Husn ke aag se roshan, aashiqo ke zamane, your my ladies
    Humse hi to chala karti hai shayaron ki dukaane
    Humse se hi jawa hai ishq ishq ke saare phasane
    Humse dil jo lagaya hai to sabar ki daalo aadat
    Shikwa chodo karo minnat aur akal lagao thikaane
    Guzro se tola karte hain, ishq mein bola karte hain, ha ha do whatever
    Har ik aire gaire pe dil nahi dhola karte hain
    Gori baahon ke chikni raahon ke kehkashaaon ke inn gunahon ke jalwe tauba .
    ..dilrubaon ke jalwe
    Dilrubaon ke jalwe tauba, Dilrubaon ke jalwe
    Dilrubaon ke jalwe tauba, Dilrubaon ke jalwe
    Haibalaon ke jalwe tauba, Bewafaon ke jalwe
    All right you people, do it from the top
    Turn on the heat..

    Tere dar pe dastak deta hai tera deewana
    Dil to pagal hai phir anjaan se kya ghabrana
    Mere dil mein sirf tum ho, sirf tum ho, dilbar
    Aise baazigar jo ho tum, phir k kya hai darr
    Mast mahaul mein dil khota hai
    Bolo ke phir kuch kuch hota hai

    Yun na chingari bhadkao
    Arrey devdas ko koi samjhao
    Na kahe phir tumhe, bewafa ye duniya
    Tum kaho kaan ho, badshah iss dil ka
    Main hoon na meri jaan-e-jaana main hoon na
    Dilrubaon ke jalwe tauba, Dilrubaon ke jalwe, break this down
    Haibalaon ke jalwe tauba, Bewafaon ke jalwe
    Chahta hai ye sara aalam, dil bechara kahe kya
    Aa rahi hain jo zulfein inn hawaon ke jalwe
    Dilrubaon ke jalwe tauba, Dilrubaon ke jalwe
    Haibalaon ke jalwe tauba, Bewafaon ke jalwe
    Bewafaon ke jalwe, Bewafaon ke jalwe, Dilrubaon ke jalw..


    Posted By : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Dilrubaon Ke Jalwe mp3 song, Dilrubaon Ke Jalwe lyrics, Dilrubaon Ke Jalwe Lyrics, Lyrics Dilrubaon Ke Jalwe, Dilrubaon Ke Jalwe hindi lyrics, Dilrubaon Ke Jalwe hindi movie songs, Dilrubaon Ke Jalwe bollywood songs, Dilrubaon Ke Jalwe bollywood songs lyrics Download Dilrubaon Ke Jalwe mp3 song