BollywoodTarane

    Download Dil Mein Paheli song

    karishma Kudrat Kaa 1985

    Free Dil Mein Paheli mp3 song

    We presents for now Dil Mein Paheli mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Dil Mein Paheli
    Artist : Sadhana Sargam
    Save As
    Dil Mein Paheli Song Lyrics
    Song Title = Dil Mein Paheli
    Movie/Album = karishma Kudrat Kaa (1985)
    Singer =   Anwar, Sadhana Sargam
    Lyricist = Anjaan
    Music Director = Kalayanji, Anandji
    Film Director = Sunil Hingorani

    Mp3 Song Lyrics

    ((dil me pahli bar aj koi aya hai dil me pahli bar aj koi aya hai
    leke pahla pyar aj koi aya hai aya hai
    pucho na kya ho gaya na na
    pucho na kya ho gay dekhte hi dil kho gaya
    aisa rup koi laya hai laya hai
    dil me pahli bar aj koi aya hai aya hai
    leke pahla pyar aj koi aya hai

    ho hosh ki had se nikal gayi mai
    pehli najar me fisal gayi mai
    ho hosh ki had se nikal gayi mai
    pehli najar me fisal gayi mai
    unki najar ne isara kiya mere bhi dil ne sahara diya
    girte girte girte girte sambhal gayi mai
    hosh ki had se nikal gayi mai dil me pahli bar aj koi aya hai
    leke pahla pyar aj koi aya hai

    barso se tujhko hi takte the ham
    takte hue par na thakthe the ham
    barso se tujhko hi takte the ham
    takte hue par na thakthe the ham
    pahle na dekhe the tewar tere
    mai maan gyi dilbar mere
    ha sacha hua sacha hua aj sapna sanam
    achi kismat wale hai ham dil me pahli bar aj koi aya hai
    leke pahla pyar aj koi aya hai

    tu meri sanso ki har taar me tu meri payal ki jhankar me
    tu meri sanso ki har taar me tu meri payal ki jhankar me
    tu hi najar ati hai charsu samjhau kaise kya hai arzu
    mera hai tu mera hai bas tu is sansar me
    duba hai dil tere pyar me
    dil me pahli bar aj koi aya hai aya hai
    leke pahla pyar aj koi aya hai aya hai
    pucho na kya ho gaya na na pucho na kya ho gya
    dekhte hi dil kho gaya aisa rup koi laya hai laya hai
    dil me pahli bar aj koi aya hai aya hai
    leke pahla pyar aj koi aya hai..))

    Posted by :  {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Dil Mein Paheli mp3 song, Dil Mein Paheli lyrics, Dil Mein Paheli Lyrics, Lyrics Dil Mein Paheli, Dil Mein Paheli hindi lyrics, Dil Mein Paheli hindi movie songs, Dil Mein Paheli bollywood songs, Dil Mein Paheli bollywood songs lyrics Download Dil Mein Paheli mp3 song