BollywoodTarane

    Download Dil Le Gayi Le song

    Laat Saab 1967

    Free Dil Le Gayi Le mp3 song

    We presents for now Dil Le Gayi Le mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Dil Le Gayi Le
    Artist : Mohammad Rafi
    Save As
    Dil Le Gayi Le Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Dil Le Gayi Le Gayi Chulbuli
    Song Lyrics Movie = Laat Saab 1967
    Singers = Mohammed Rafi
    Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
    Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
    Director = Hari Walia
    Music Label = Saregama
    Starring = Shammi Kapoor, Nutan, Prem Chopra, Murad, Om Prakash, Rajendra Nath, Lalita Pawar, Vandana

    mp3 songs

    Dil le gayi le gayi le gayi, ek chulbuli chulbuli naazneen

    Mukhda aisa hai uss jhaaleem ka, husn bhara hai saare aalam ka

    Uss ke kaajal bina nain kaale, aur kaajal lagaa le to kya ho
    Uss ke haathon mein sukhi chaman ki, aur mehendi lagaa le to kya ho

    Itna gussa kare woh haseena, aur nakhre hai uss ki jawaani
    Rang aata hai gore badan par, jaise chaandi pe sone ka paani

    Kitni naazook hai woh chhuui-muui, apne aanchal se woh dab rahi hai
    Ek champa ki madhosh daali, apne phoolon se khud jhuk rahi hai

    Mukhda aisa hai uss jhaaleem ka, husn bhara hai saare aalam ka...

    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Dil Le Gayi Le mp3 song, Dil Le Gayi Le lyrics, Dil Le Gayi Le Lyrics, Lyrics Dil Le Gayi Le, Dil Le Gayi Le hindi lyrics, Dil Le Gayi Le hindi movie songs, Dil Le Gayi Le bollywood songs, Dil Le Gayi Le bollywood songs lyrics Download Dil Le Gayi Le mp3 song