BollywoodTarane

    Download Dil Ke Raaste song

    Dil Chahta Hai 2001

    Free Dil Ke Raaste mp3 song

    We presents for now Dil Ke Raaste mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Dil Ke Raaste
    Artist : Sonu Nigam
    Save As
    Dil Ke Raaste Song Lyrics
    Song Lyrics : Tanhaai Tanhaai
    Song Lyrics Movie or Album : Dil Chahta Hai (2001)
    Singer(s): Sonu Nigam

    Lyrics

    Tanhaai, Tanhaai
    dil Ke Raaste Mein Kaisi Thokar Maine Khaayi
    toote Khwaab Saare, Ek Maayusi Hai Chhaayi
    har Khushi So Gayi, Zindagi Kho Gayi
    tumko Jo Pyaar Kiya Maine To Sazaa Main Paayi
    tanhaai, Tanhaai, Milo Hai Phaili Hui Tanhaai - 2

    (khwaab Mein Dekha Tha Ek Aanchal
    maine Apne Haathon Mein
    ab Toote Sapnon Ke Shishe
    chubte Hai In Aankhon Mein) - 2
    kal Koi Tha Yahin, Ab Koi Bhi Nahin
    banke Naagin Jaise Hai Saanson Mein Laheraayi
    tanhaai, Tanhaai, Palkon Pe Kitne Aansu Hai Laayi - 2

    (kyoon Aisi Umeed Ki Maine
    jo Aise Naakaam Hui
    door Banaayi Thi Manzil
    to Raste Mein Hi Shaam Hui) - 2
    ab Kahan Jaaoon Main, Kisko Samjhaaoon Main
    kya Maine Chaaha Tha Aur Kyoon Kismat Mein Aayi
    tanhaai, Tanhaai, Jaise Andhero Ki Ho Gehraayi
    dil Ke Raaste Mein Kaisi Thokar Maine Khaayi
    toote Khwaab Saare, Ek Maayusi Hai Chhaayi
    har Khushi So Gayi, Zindagi Kho Gayi
    tumko Jo Pyaar Kiya Maine To Sazaa Main Paayi
    tanhaai, Tanhaai, Milo Hai Phaili Hui Tanhaai - 2
    tanhaai, Tanhaai, Tanhaai, Tanhaai
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Dil Ke Raaste mp3 song, Dil Ke Raaste lyrics, Dil Ke Raaste Lyrics, Lyrics Dil Ke Raaste, Dil Ke Raaste hindi lyrics, Dil Ke Raaste hindi movie songs, Dil Ke Raaste bollywood songs, Dil Ke Raaste bollywood songs lyrics Download Dil Ke Raaste mp3 song