BollywoodTarane

    Download Dil Ka Haal Sune song

    BombayTo Bangkok 2007

    Free Dil Ka Haal Sune mp3 song

    We presents for now Dil Ka Haal Sune mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Dil Ka Haal Sune
    Artist : Sonu Nigam
    Save As
    Dil Ka Haal Sune Song Lyrics
    Song Lyrics Title :Dil Ka Haal Sune Dil Wala
    Song Lyrics Movie : Bombay To Bangkok (2007)
    Music Composer : Pritam
    Lyrics : Shabbir Ahmed
    Singers : Sonu Nigam & Sunidhi Chauhan

    mp3 songs

    Dil Ka Haal Sune Dil Waala
    Seedhi Si Baat Na Mirch Masaala
    Kehke Rahega Kehne Waala
    Dil Ka Haal Sune Dil Waala
    Chhote Se Ghar Mein Gareeb Ka Beta
    Main Bhi Hu Maan Ke Naseeb Ka Beta - 2
    Ranj-o-gham Bachpan Ke Saathi
    Aandhiyo Mein Jali Jeewan Baati
    Bhukh Ne Hain Bade Pyaar Se Paala
    Dil Ka Haal Sune Dil Waala

    (haay Karu Kya Surat Aisi,
    Gaanthhke Poore Chor Ke Jaisi) - 2
    Chalta Phirta Jaanke Ek Din,
    Bina Dekhe Pehchaan Ke Ek Din
    Baandhke Le Gaya Pulis Waala
    Dil Ka Haal Sune Dil Waala

    Budhhe Daaroga Ne Chashme Se Dekha -2
    Aage Se Dekha Peechhe Se Dekha,
    Upar Se Dekha Neeche Se Dekha
    Bola Ye Kya Kar Baithhe Ghotaala,
    Haay Ye Kya Kar Baithhe Ghotaala
    Ye To Hai Thaanedaar Ka Saala
    Dil Ka Haal Sune Dil Waala

    Gham Se Abhi Azaad Nahi Main
    Khush Magar Aabaad Nahi Main -2
    Manzil Mere Paas Khadi Hai,
    Paau Mein Lekin Bedi Padi Hai
    Taanga Deta Hai Daulat Waala,
    Dil Ka Haal Sune Dil Waala

    Sun Lo Magar Ye Kisi Se Na Kehna
    Tinke Ka Leke Sahaara Na Behna -2
    Bin Mausammal Haar Na Gaana,
    Aadhi Raat Ko Machchil Laana
    Varna Pakad Lega Pulis Waala
    Dil Ka Haal Sune Dil Waala







    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Dil Ka Haal Sune mp3 song, Dil Ka Haal Sune lyrics, Dil Ka Haal Sune Lyrics, Lyrics Dil Ka Haal Sune, Dil Ka Haal Sune hindi lyrics, Dil Ka Haal Sune hindi movie songs, Dil Ka Haal Sune bollywood songs, Dil Ka Haal Sune bollywood songs lyrics Download Dil Ka Haal Sune mp3 song