BollywoodTarane

    Download Dil Insaan Ka Ek Tarazu song

    Charas 1976

    Free Dil Insaan Ka Ek Tarazu mp3 song

    We presents for now Dil Insaan Ka Ek Tarazu mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Dil Insaan Ka Ek Tarazu
    Artist : Mohammad Rafi
    Save As
    Dil Insaan Ka Ek Tarazu Song Lyrics
    Song Lyrics : Dil Insaan Kaa Ek Taraazu
    Song Lyrics Movie or Album: Charas
    Singer(s): Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar, Anand Bakshi

    Lyrics

    Anand Bakshi

    dil Insaan Kaa Ek Taraazu
    jo Insaaf Ko Tole
    apni Jagah Par Pyaar Hai Qaayam
    dharti Ambar Dole
    sab Se Bada Such Ek Jagat Mein
    bhed Anek Jo Khole
    prem Binaa Jeewan Sunaa
    yeh Paagal Premi Bole

    lata

    ki Aaja Teri Yaad Aayee-3

    o Baalam Harjaaee

    ki Aaja Teri Yaad Aayee

    rafi
    ki Aaja Teri Yaad Aayee -2
    o Baalam Harjaaee
    ki Aaja Teri Yaad Aayee

    lata
    zaalim Kitni Der Laga Dee
    tumne Aate Aate
    ab Aaye Jo Ab Naa Aate
    to Hum Jaan Se Jaate
    dil Deewaanaa Deewane Ko Ham Kaise Samjhate
    dete Ram Duhayee
    ki Aaja Teri Yaad Aayee

    rafi
    fursat Bhi Hai Mausam Bhi Hai
    man Hai Rang Raliyon Mein
    chhup Gayee Hai Tu Khushboo Ban Ke
    shayad In Kaliyon Mein
    maine Tujhko Kitna Dhoondha Awara Galiyon Mein
    yeh Awaaz Lagaayee
    ki Aaja Teri Yaad Aayee

    lata
    mast Hawa Ne Baat Koi
    aisee Keh Dee Kaanon Mein
    jaise Koi Madiraa Bhar De
    khaalee Paimaanon Mein
    tadpaa Daalaa Aaj Machalte Dil Ke Armaanon Ne
    rut Ne Lee Angadaee
    ki Aaja Teri Yaad Aayee
    ki Aaja Teri Yaad Aayee
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Dil Insaan Ka Ek Tarazu mp3 song, Dil Insaan Ka Ek Tarazu lyrics, Dil Insaan Ka Ek Tarazu Lyrics, Lyrics Dil Insaan Ka Ek Tarazu, Dil Insaan Ka Ek Tarazu hindi lyrics, Dil Insaan Ka Ek Tarazu hindi movie songs, Dil Insaan Ka Ek Tarazu bollywood songs, Dil Insaan Ka Ek Tarazu bollywood songs lyrics Download Dil Insaan Ka Ek Tarazu mp3 song