BollywoodTarane

    Download Dil De Ke Darde Mohabbat song

    Maine Pyar Kiya 1989

    Free Dil De Ke Darde Mohabbat mp3 song

    We presents for now Dil De Ke Darde Mohabbat mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Dil De Ke Darde Mohabbat
    Artist : Lata Mangeshkar
    Save As
    Dil De Ke Darde Mohabbat Song Lyrics
    Song Title = Dil De Ke Darde Mohabbat
    Movie/Album = Maine Pyar Kiya (1989)
    Singers = Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
    Song Lyricists = Asad Bhopali
    Music Director = Raamlaxman (Vijay Patil)
    Director = Sooraj R. Barjatya
    Music Label = Saregama

    Mp3 Song Lyrics

    Dil deke darde mohabbat liya hai
    Soch samajh ke ye sauda kiya hai
    Maine o maine ke maine pyaar kiya
    Pyaar kiya, pyaar kiya hai
    Maine pyaar kiya pyaar kiya, pyaar kiya hai
    Ho
    Dil deke darde mohabbat liya hai
    Soch samajh ke ye sauda kiya hai
    Maine pyaar kiya, pyaar kiya pyaar kiya hai
    Maine pyaar kiya, pyaar kiya pyaar kiya hai
    Ho

    Pehle pahel jab usay maine dekha
    Vo ban gayi meri kismat ki rekha
    Khabar kya thi ye baat itni badhegi
    Mohaabat mein mahenat bhi karni padegi
    Dilwaale mahenat se darte nahin hai
    Darte hain vo pyaar karte nahin hai
    Maine o maine ke maine pyaar kiya
    Pyaar kiya, pyaar kiya hai
    Maine pyaar kiya, pyaar kiya, pyaar kiya hai
    Ho

    Duniya ki daulat thukra chuka hoon
    Zulfon ki chhaaon mein aakar ruka hoon
    Ye chhaaon meri hai meri rahegi
    Jo main kahoonga vo duniya kahegi
    Ye chaand sooraj bhi chhodein chamakna
    Mushkil hain mere iraade badalna
    Maine o maine ke maine pyaar kiya
    Pyaar kiya, pyaar kiya hai
    Maine pyaar kiya, pyaar kiya, pyaar kiya hai
    Ho
    Ho ho ho aha aha aha ho
    Ho ho ho ho ho ho

    Main teri dil tera ye jaan teri
    Teri mohabbat hai pehchaan meri
    Main aaj kehti hoon ye sabke aage
    Ek din main keh doongi ye rab ke aage
    Tujhko hi bigdee banana padega
    Bichhde huey dil milana padega
    Maine o maine ke maine pyaar kiya
    Pyaar kiya, pyaar kiya hai
    Maine pyaar kiya, pyaar kiya, pyaar kiya hai
    Ho
    Dil deke darde mohabbat liya hai
    Soch samajh ke ye sauda kiya hai
    Maine pyaar kiya, pyaar kiya, pyaar kiya hai
    Maine pyaar kiya, pyaar kiya, pyaar kiya hai
    Maine pyaar kiya, pyaar kiya, pyaar kiya hai
    Maine pyaar kiya, pyaar kiya, pyaar kiya hai.

    Posted By : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Dil De Ke Darde Mohabbat mp3 song, Dil De Ke Darde Mohabbat lyrics, Dil De Ke Darde Mohabbat Lyrics, Lyrics Dil De Ke Darde Mohabbat, Dil De Ke Darde Mohabbat hindi lyrics, Dil De Ke Darde Mohabbat hindi movie songs, Dil De Ke Darde Mohabbat bollywood songs, Dil De Ke Darde Mohabbat bollywood songs lyrics Download Dil De Ke Darde Mohabbat mp3 song