Download Dil Chahte Ho ya song
Free Dil Chahte Ho ya mp3 song
We presents for now Dil Chahte Ho ya mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.
Dil Chahte Ho ya Song Lyrics
Song Lyrics Title : Dil Chahte Ho ya
Song Lyrics Movie : Dil Chahte Ho
Singer: Jubin Nautiyal, Payal Dev
Lyrics : A. M. Turaz
Music: Payal Dev
mp3 songs Lyrics
Dil chahtey ho ya
Jaan chatey ho
Hum se batao ke
Kya chahtey ho
Khud ke hi andar mar jaayeinge
Gham na kabhi baahar laayeinge
Hanstey Hanstey kar deinge ye bhi
Hona agar tum juda chahtey ho
Ishq hamara jag se juda hai
Khushiya'n tumhari hamari wafa hai
Qismat apni padhli hai hamne
Tumhare siwa na kuchh bhi likha hai
Mujrim bhi ham ban jayenge
Dena agar tum saza chaahte ho
Hanstey Hanstey kar deinge ye bhi
Hona agar tum juda chahtey ho
Hum to bane hain tumhari hi khatir
Tumhare hi kaam to aayeinge aakhir
Humme humara to kuch bhi nahi hai
Jo tum kaho bas wo hi sahi hai
Haq me humare shauq se kar do
Karna agar bad-dua chahte ho
Hanstey Hanstey kar denge ye bhi
Hona agar tum juda chahtey ho
Recent Tags : Download Dil Chahte Ho ya mp3 song, Dil Chahte Ho ya lyrics, Dil Chahte Ho ya Lyrics, Lyrics Dil Chahte Ho ya, Dil Chahte Ho ya hindi lyrics, Dil Chahte Ho ya hindi movie songs, Dil Chahte Ho ya bollywood songs, Dil Chahte Ho ya bollywood songs lyrics Download Dil Chahte Ho ya mp3 song






