BollywoodTarane

    Download Dekhe Meri Aankhon Mein Jo song

    Main Aur Charles 2015

    Free Dekhe Meri Aankhon Mein Jo mp3 song

    We presents for now Dekhe Meri Aankhon Mein Jo mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Dekhe Meri Aankhon Mein Jo
    Artist : XYZ
    Save As
    Dekhe Meri Aankhon Mein Jo Song Lyrics
    Song Title = Dekhe Meri Aankhon Mein Jo
    Movie/album = Main Aur Charles (2015)
    Singers = Saba Azad
    Song Lyricists = Kartik Chaudhry
    Music Director = Aditya Trivedi
    Director = Prawaal Raman
    Music Label = T-Series

    Mp3 Song Lyrics

    ((Jaan ho meri jaan kyun ho khafa
    Mere dil ki sun aawaaz
    Sun le ab khul jaayenge raaz

    Dekhe meri aankhon mein jo
    Chadh jaaye nasha
    Nazrein mila ke dekh
    Jaan paas aake dekh
    Jaam dhoondhta hai tu kya

    Ghum raaton ke o shehzaade
    Ghum tera pataa
    Farzi taank jhank mein
    Ye murjhi si talaash mein
    Shikaar dhoondhta hai tu kya

    Sham hai paheli ye raat ajnabi si
    Chhayi bechainiyaan
    Jaan bhi akeli koi thaam le hatheli
    Kyun ye betaabiyaan

    Dekhe meri aankhon mein jo
    Chadh jaaye nasha
    Nazrein mila ke dekh
    Jaan paas aake dekh
    Jaam dhoondhta hai tu kya

    Khamoshiyan bhi ye teri bayaan kare kahaani
    Behki si, behti si, shamein jo thi ruhaani

    Sham hai paheli ye raat ajnabi si
    Chhayi bechainiyaan
    Jaan bhi akeli koi thaam le hatheli
    Kyun ye betaabiyaan

    Dekhe meri aankhon mein jo
    Chadh jaaye nasha
    Nazrein mila ke dekh
    Jaan paas aake dekh
    Jaam dhoondhta hai tu kya

    Ghum raaton ke o shehzaade
    Ghum tera pataa
    Farzi taank jhank mein
    Ye murjhi si talaash mein
    Shikaar dhoondhta hai tu kya

    Dekhe meri aankhon mein jo
    Chadh jaaye nasha
    Nazrein mila ke dekh
    Jaan paas aake dekh
    Jaam dhoondhta hai tu kya...))

    Posted By : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Dekhe Meri Aankhon Mein Jo mp3 song, Dekhe Meri Aankhon Mein Jo lyrics, Dekhe Meri Aankhon Mein Jo Lyrics, Lyrics Dekhe Meri Aankhon Mein Jo, Dekhe Meri Aankhon Mein Jo hindi lyrics, Dekhe Meri Aankhon Mein Jo hindi movie songs, Dekhe Meri Aankhon Mein Jo bollywood songs, Dekhe Meri Aankhon Mein Jo bollywood songs lyrics Download Dekhe Meri Aankhon Mein Jo mp3 song