BollywoodTarane

    Download Dekh Tamasha Lakdi Ka song

    Insaaf Ki Manzil 1987

    Free Dekh Tamasha Lakdi Ka mp3 song

    We presents for now Dekh Tamasha Lakdi Ka mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Dekh Tamasha Lakdi Ka
    Artist : Mahendra Kapoor
    Save As
    Dekh Tamasha Lakdi Ka Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Dekh Tamasha Lakdi Ka
    Song Lyrics Movie = Insaaf Ki Manzil (1987)
    Singers = Mahendra Kapoor
    Song Lyricists = Mithilesh Maan Singh
    Music Composer = Chitragupta Shrivastava
    Music Label = T-Series
    Starring = Poonam Dhillon, Menka Das Gupta Gupta,
    Bhushan Jeevan, Jyoti Patel, Shekhar Suman


    mp3 songs


    Suno aye bhaiya tumhein sunaye
    Ek anokhi baat
    Are janam se le kar marne tak
    Lakdi ka na chhute saath
    Dekh tamasha lakdi ka bhai
    Dekh tamasha lakdi ka
    Dekh tamasha lakdi ka bhai
    Dekh tamasha lakdi ka

    Saor mein lakdi jhalti hain
    Aur lakdi ka banta hain palana
    Saor mein lakdi jhalti hain
    Aur lakdi ka banta hain palana
    Lakdi ka hi lekar sahara
    Bacha to sikhe chalna
    Takhti banti hain lakdi
    Takhti banti hain lakdi ki
    Bane khilauna lakdi ka
    Dekh tamasha tamasha
    Dekh tamasha lakdi ka
    Dekh tamasha lakdi ka bhai
    Dekh tamasha lakdi ka

    Shaadi mein mandap lakdi ka
    Lakdi ki hain sehnaai
    Shaadi mein mandap lakdi ka
    Lakdi ki hain sehnaai
    Baith ke lakdi ki doli mein
    Dulhan piya ke ghar aayi
    Sindoor taani lakdi ki
    Sindoor taani lakdi ki
    Aur palang banaya lakdi ka
    Dekh tamasha tamasha
    Dekh tamasha lakdi ka
    Dekh tamasha lakdi ka bhai
    Dekh tamasha lakdi ka

    Lakdi ka hal chale khet mein
    Nadi mein lakdi ki naiyya
    Lakdi ka hal chale khet mein
    Nadi mein lakdi ki naiyya
    Khinche bel belgaadi ko
    Laga hain lakdi ka piyya
    Chaotha pan jab aaye to
    Budha hath mein lakdi leke chale
    Chaotha pan jab aaye to
    Budha hath mein lakdi leke chale
    Marne par arthi lakdi ki
    Lakdi ki cheeta jhale
    Aise hi jeevan bhar bhiya
    Rahe sahara bhaiya lakdi ka
    Dekh tamasha tamasha
    Dekh tamasha lakdi ka
    Dekh tamasha lakdi ka bhai
    Dekh tamasha lakdi ka...


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Dekh Tamasha Lakdi Ka mp3 song, Dekh Tamasha Lakdi Ka lyrics, Dekh Tamasha Lakdi Ka Lyrics, Lyrics Dekh Tamasha Lakdi Ka, Dekh Tamasha Lakdi Ka hindi lyrics, Dekh Tamasha Lakdi Ka hindi movie songs, Dekh Tamasha Lakdi Ka bollywood songs, Dekh Tamasha Lakdi Ka bollywood songs lyrics Download Dekh Tamasha Lakdi Ka mp3 song